Famous Dialogues from Movie – Plan (2004)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Plan released in year 2004

Yahan rahoge toh saans lene mein taqleef hogi … jahan bhej raha hoon wahan saans lene ki zaroorat nahi padegi

by Mahesh Manjrekar
categorised in World & Universe
and also in Rowdyism, Action
——-

Mumbai … ek aaisa station jahan koi bhi musafir kabhi akele nahi utarta … uske saath koi na koi sapna zaroor utarta hai

by Sanjay Dutt
categorised in World & Universe
and also in City & Places, Dreams
——-

Apne dhande mein rishtey paalna achcha nahi hota … zindagi ki kishtein kam ho jaati hai

by Mahesh Manjrekar
categorised in World & Universe
and also in Business, Life, Rowdyism
——-

Doston ke dukh dard baatne dekho Jaggi aaya hai … abhe kaun hai woh kabootar jisne tumhe sataya hai

by Sanjay Mishra
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Animals & Birds, Sadness
——-

Dhoondi sari duniya, dhoonde sare khopche … kahan chupa hai re tu Mussa, Sultan se bachke

by Mahesh Manjrekar
categorised in World & Universe
and also in Rowdyism, Shayari, World & Universe
——-

Achche log jaldi upar jaate hai … achcha hua main achcha nahi hua

by Mahesh Manjrekar
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Maana maine Ali Bhai ka kehna, maana tune Ali Bhai ka kehna … lekin us budhe ki baat tu seriously mat lena, aur hamesha Mussa se bachke rehna

by Sanjay Dutt
categorised in World & Universe
and also in Rowdyism, Shayari
——-

Achcha hua sanam hum bewafaa nikle … wafaadar toh kutte hote hai

by Mahesh Manjrekar
categorised in World & Universe
and also in Animals & Birds, Comedy
——-

Na yeh Mussa marega, na mujhe jeene dega … itna batade re mujhe, tu Mussa ki kitni supari lega

by Mahesh Manjrekar
categorised in World & Universe
and also in Rowdyism, Shayari

In case there are some dialogues missed from the movie Plan (genre: Action) from 2004, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *