Famous Dialogues from Movie – Phool Aur Kaante (1991)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Phool Aur Kaante released in year 1991

Jahan meri awaaz pahunch sakti hai … wahan meri goli bhi pahunch sakti hai

by Amrish Puri
categorised in World & Universe
and also in Action
——-

Agar tere pass jagir hai … toh mere pass jigar hai

by Ajay Devgan
categorised in World & Universe
and also in Courage
——-

Woh marega … aur uski laash par khada hokar main is shehar ka sabse bada Don banooga

by Raza Murad
categorised in World & Universe
and also in Action, Rowdyism, City & Places
——-

Jawani mein aksar break fail ho jaya karti hai

by Amrish Puri
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Aaj maut ka vyapaari … zindagi ka chaukidaar ban gaya

by Raza Murad
categorised in World & Universe
and also in Death, Life, Comedy
——-

Baap se nazaren milaoge … toh andhe ho jaoge

categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Tum jaise neta randiyon se bhi bhattar hote hai … woh bhi itni jaldi apne dalle nahi badalti … jitni jaldi tum log apni party badal lete ho

by Raza Murad
categorised in World & Universe
and also in Politics
——-

Tune mere khoon ke cheente udhaye hai … main teri dajjiyan udha doonga

by Amrish Puri
categorised in World & Universe
and also in Action
——-

Khoon bahane waalo se … khoon achchi tarah poocha nahi jaata

by Ajay Devgan
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Tera anjaam bahut hi bhayanak aur dardnak hoga

categorised in World & Universe
and also in Action
——-

Mere bete ki aankh se jitne aasoon bahenge … mere andhar utna hi boond boond barood bharega

by Ajay Devgan
categorised in World & Universe
and also in Revenge, Drama
——-

Apni kisi pyari cheez par jab chot ka nishaan lagta hai … toh dil mein dard jaag uthta hai

by Amrish Puri
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Har khoobsurat cheez kamzor hoti hai

categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Jisse main insaan ka bachcha samajhkar bees saal tak palta raha … woh aasteen ka saanp nikla

by Amrish Puri
categorised in World & Universe
and also in Drama, Animals & Birds
——-

Bachpan jitna baap ke liye tarasta hai … usse kahi zyada budhapa apni aulad ke liye tadapta hai

by Raza Murad
categorised in World & Universe
and also in Parents, Drama
——-

Aaj ke baad kisi imaandar officer ko baimaan banane ki koshish mat karna … varna kisi din kisi imaandar officer ki khopdi ghum gayi … toh woh sari ki sari goliyan teri khopdi ke aar-paar kar dega

by Rajinikanth
categorised in World & Universe
and also in Police, Truth & Honesty, Action
——-

SP ho ya DSP, collector ho ya commissioner … kanoon ki sari hastiyan mere aangan mein palti hai aur is chhat ke neeche un tamaam logon ki taqdeerein likhi jaati hai

by Prem Chopra
categorised in World & Universe
and also in Police, Law & Order, Luck & Destiny
——-

Main shaq ki buniyad par case ka panna kholta hoon … aur usse yakeen mein badalkar kitaab bandh kar deta hoon

by Rajinikanth
categorised in World & Universe
and also in Drama, Law & Order
——-

Maut ke badhte hue saaye ko zindagi rok nahi sakti … aur zindagi ke badhte hue kaaravan ko maut rok nahi sakti

by Rekha
categorised in World & Universe
and also in Life, Death
——-

Yeh khaki vardi peheneke sirf do hi matlab hai … ya toh zulm ko khaak mein mila do … ya shaheed hokar khud khaak mein mil jao

by Rekha
categorised in World & Universe
and also in Police, Inspiration
——-

Is duniya mein sabse taqatwar bhagwan paisa hai paisa … chahe jitna bada gunaah karlo, jurm karlo … noton ki chaddar mein sab kuch dhak jaata hai

by Shafi Inamdar
categorised in World & Universe
and also in Money, Crime
——-

Tere baap ke telephone par khulne waale darwaaze jail ke nahi … kothon ke honge … tere baap ke ishaaron par adalaton ke faisle nahi … tawaifon ki adaein badalti hogi

by Rekha
categorised in World & Universe
and also in Drama, Law & Order, Parents
——-

Kis par haath utha rahi hai tu? … jiske baap ke ek telephone par jail ke darwaaze khul jaate hai aur ek ishaare par adalat ke faisle badal jaate hai

categorised in World & Universe
and also in Rowdyism, Parents, Law & Order
——-

Mujhe gunaah aur gunehgaar dono se sakht nafrat hai

by Rekha
categorised in World & Universe
and also in Crime, Thief & Criminal
——-

Zindagi mein agar jeena zaroori hai … toh peena bahut zaroori hai

by Dalip Tahil
categorised in World & Universe
and also in Food & Drinks, Life, Comedy
——-

Aurat ki jab haai lagti hai na … joh ek janam toh kya, saat janam bighad deti hai

by Rekha
categorised in World & Universe
and also in Women
——-

Understand … you better understand!

by Rajinikanth
categorised in World & Universe
and also in Rowdyism

In case there are some dialogues missed from the movie Phool Aur Kaante (genre: Thriller) from 1991, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *