Famous Dialogues from Movie – Pehchaan (1993)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Pehchaan released in year 1993

Kuch nashe aaise hote hai joh kiye nahi jaate … ho jaate hai

by Saif Ali Khan
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Aadmi aur aadmi ki badnaami mein koi farak nahi hota … aadmi pehda hota hai, badnaami janam leti hai … aadmi bada ho jaata hai, badnaami bhi badi ho jaati hai

by Kiran Kumar
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Ek dushman ko doosre dushman se lada dena chahiye … nuksaan chahe kisi ka bhi ho … fayda hamesha hamara hota hai

by Sunil Shetty
categorised in World & Universe
and also in Enemy, Victory & Success, Defeat & Failure
——-

Toote hue rishtey aur toote hue dhaage ko jaldi ma jodne ki koshish nahi karni chahiye … gaanth padh jaye toh umar bhar chubti rehti hai

by Kiran Kumar
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Roh aur roh, zor zor se roh, tab tak roti raho … jab tak tumri awaaz dharti aur akash ke beech ki har cheez ko hilla na de

by Kiran Kumar
categorised in World & Universe
and also in Drama, Sadness

In case there are some dialogues missed from the movie Pehchaan (genre: Romance, Drama) from 1993, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *