Famous Dialogues from Movie – Parvarish (1977)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Parvarish released in year 1977

Record mein agar daag laga toh mitt bhi sakta hai … lekin ek baar zindagi mein daag lag gaya toh kabhi nahi mitt sakta

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Life, Drama
——-

Chashm-e-baddoor gar khush qadoqamat hogi … aaj fitna hai chand roz mein qayamat hogi

by Neetu Singh
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Happiness
——-

Kanoon ke raaste mein agar koi aaye toh kanoon nahi tootna chahiye … chahe rishtey toot jaye

categorised in World & Universe
and also in Law & Order
——-

Jab tab Bhavani Maa ka saaya mere saath hai … dushman toh kya janam dene waala bhi nahi maar sakta

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Religion & God, Enemy
——-

Logon ko intezaar karvane ke baad mehfil mein jao toh taaliyon se swagat hota hai … waqt se pehle pahunch jao toh khud taali baja bajakar aane waale ka swagat karna padta hai

by Shammi Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Comedy

In case there are some dialogues missed from the movie Parvarish (genre: Drama) from 1977, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *