Famous Dialogues from Movie – Pardes (1997)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Pardes released in year 1997

Yahan ya toh bahut sanata hai, ya phir bahut shor … aadmi akela hai, ya phir mela hai

categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Somvaar ko sagai, phir Ganga ki bidai … aur bhabhi issi baat par khila do hum sabko mithai

by Amrish Puri
categorised in World & Universe
and also in Marriage & Wedding, Shayari, Food & Drinks
——-

Nadi, nadi nahin jismein pani na ho … hawa, hawa nahi jismein ravani na ho … woh shaadi, shaadi nahi jismein prem kahani na ho

by Shahrukh Khan
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Romance, Marriage & Wedding
——-

Agar Ganga ki hifazat karna pyar hai … toh hai, pyar hai aur hamesha rahega

by Shahrukh Khan
categorised in World & Universe
and also in Romance
——-

Joh sach sunna chahte hai … woh apni jeb mein pistol aur dil mein nafrat lekar nahi aate

by Shahrukh Khan
categorised in World & Universe
and also in Truth & Honesty, Drama
——-

Jab aadmi daulat aur taqat ki wajah se jitna bada hota jaata hai … utna hi sach aur asliyat se door hota jaata hai

by Shahrukh Khan
categorised in World & Universe
and also in Money, Truth & Honesty, Drama
——-

Toote dilon se door mat jaiyo … milte dilon ke pass mat aaiyo

by Shahrukh Khan
categorised in World & Universe
and also in Romance
——-

Hum naye rishte banane ke liye … purane rishton ko nahi todh dete

by Mahima Chaudhry
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Ladka hai, ladka hai Sir … lekin Hindustani nahin hai

by Shahrukh Khan
categorised in World & Universe
and also in Patriotism, Men
——-

Amrica mein pyar ka matlab hai len den … lekin Hindustan mein pyar ka matlab hai sirf dena, dena, dena

by Amrish Puri
categorised in World & Universe
and also in Drama, City & Places
——-

Mercedes chalane waale cycle chala rahe hai … kis kis bahane dekho tumko mana rahe hai

by Shahrukh Khan
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Transportation, Comedy
——-

Kahin aag lagne se pehle uthta hai aaisa dhuaan … jaisa hai idhar ka nazaara, waisa hi udhar ka samaa

by Pavan Malhotra
categorised in World & Universe
and also in Poem
——-

Girlfriends ka aana jaana toh amiron ki shaan hoti hai

categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Bade toh aap ban gaye … lekin khud ke mamle mein zara chote reh gaye

by Shahrukh Khan
categorised in World & Universe
and also in Drama

In case there are some dialogues missed from the movie Pardes (genre: Culture, Drama) from 1997, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *