Famous Dialogues from Movie – Paap Ko Jalaa Kar Raakh Kar Doonga (1988)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Paap Ko Jalaa Kar Raakh Kar Doonga released in year 1988

Tune apni zindagi mein bade bade shaitan dekhe honge … lekin aaj teri mulaqat shaitanon ke shahenshah Shaadilal se ho rahi hai … jiske paas insaan toh kya, khud shaitan panah maangne aate hai

by Shakti Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Rowdyism
——-

Jinke paas sirf pahunch hoti hai, unke paas kabiliyat nahi hoti … meri pahunch meri wafaadari tak hai, meri imaandari tak hai, meri pahunch meri mehnat tak hai … aur iske badaulat main apne mukaam par zaroor pahunch jaonga

by Govinda
categorised in World & Universe
and also in Inspiration, Truth & Honesty
——-

Sachche pyar mein koi paap punya, achcha bura kuch nahi hota … pyar bas pyar hota hai

by Farha Naaz
categorised in World & Universe
and also in Romance
——-

Main is haramzade ki woh halat banaonga ki vaid aur hakeem bhi pareshaan ho jayenge aur soochenge … ki thopda kaunsa hai aur haath pair kaunse hai

by Manik Irani
categorised in World & Universe
and also in Action
——-

Meri kamyaabi ke peeche … tadbeer meri hai aur taqdeer meri maa ki hai

by Govinda
categorised in World & Universe
and also in Victory & Success, Parents, Luck & Destiny
——-

Mere baap ne mera naam Premanand is liye rakha hai … ki main hamesha prem aur anand mein rehta hoon … lekin jab koi hamara nuksaan karta hai toh hamara kroadh prem par haavi ho jaata hai … aur hum dushmano ke liye Kroadhanand ban jaate hai

by Sadashiv Amrapurkar
categorised in World & Universe
and also in Rowdyism, Enemy
——-

Sharafat se maan jayegi toh phool ki tarah soongunga … zabardasti karni padi toh kaanton ki tarah kuchal doonga

categorised in World & Universe
and also in Rowdyism, Flowers & Trees

In case there are some dialogues missed from the movie Paap Ko Jalaa Kar Raakh Kar Doonga (genre: ) from 1988, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *