Famous Dialogues from Movie – Om Jai Jagadish (2002)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Om Jai Jagadish released in year 2002

Jab tu chota tha, bol nahi sakta tha … toh mujhe teri har baat samajh mein aati thi … ab tu itna bada ho gaya hai, aur har lafz saaf saaf bolta hai … toh mujhe teri koi baat samajh mein nahi aati

by Waheeda Rehman
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Is duniya mein chahe woh insaan ho yah makaan ho … ek din mitt hi jaata hai … nahi mitta hai toh woh hai pyar

by Waheeda Rehman
categorised in World & Universe
and also in Romance, House, Drama
——-

Patjhad ke baad aate hai din bahaar ke … jeena kya jeevan se haar ke

by Anil Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Weather, Defeat & Failure
——-

Pyar toh zindagi hai, ek ehsaas hai … jis mann ko chu jaata hai us mann mein bas jaata hai … hamesha ke liye, zindagi bhar ke liye

by Anil Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Romance, Life
——-

Kai baar logon ke liye yeh faisla karna mushkil ho jaata hai … ki hamara dil bada hai yah hamara bungla

by Fardeen Khan
categorised in World & Universe
and also in House, Comedy
——-

Ghar se door raho toh ehsaas hota hai … maa kya hoti hai, ghar waale kya hote hai

by Fardeen Khan
categorised in World & Universe
and also in House, Family, Parents
——-

Agar apni jeet ka asli mazaa lena hai … toh uski tulna kisi doosre ki haar se mat karo

by Anil Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Victory & Success, Defeat & Failure, Inspiration
——-

Kahani ke anth mein sab thik ho jaata hai … aur thik na ho toh samjho kahani khatam nahi hui

by Fardeen Khan
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Sach ko sach banane ke liye do logon ki zaroorat hoti hai … ek joh sach bol sake aur doosra joh sach sun sake

by Anil Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Truth & Honesty, Drama
——-

Aadmi apne jazbaat aur utavalepan se nahi … apni mehnat aur dimaag se kamyab hota hai

by Shishir Sharma
categorised in World & Universe
and also in Victory & Success, Inspiration
——-

Pyar ki taqat daulat ki taqat se oonchi hoti hai

by Anil Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Romance, Money, Drama

In case there are some dialogues missed from the movie Om Jai Jagadish (genre: Family, Drama) from 2002, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *