Famous Dialogues from Movie – Nishana (1980)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Nishana released in year 1980

Insaan agar kisi baat ki umeed na rakhe toh na dil tootne ka afsoos hota hai … na baad mein behosh hota hai

by Utpal Dutt
categorised in World & Universe
and also in Sadness
——-

Ab toh baat hi baat hai, har taraf chandni raat hai, khushiyon ki barsaat hai, tera aur Kavita ka zindagi bhar ka saath hai, teri aane waali baraat hai, sari jaidaad apne haath hai … aye kabootar rone ki kya baat hai?

by Utpal Dutt
categorised in World & Universe
and also in Comedy, Happiness, Animals & Birds
——-

Teri tabiyat toh hamesha murghi ki tarah khauff ke ande diya karti hai

by Utpal Dutt
categorised in World & Universe
and also in Animals & Birds, Comedy
——-

Kismat hamare saath hai, uske haathon mein apna haath hai, chand chakori ki mulaqat hai, premi ko mili daulat ki saugat hai, lekin is baat mein bhi ek baat hai, shaadi ke baad main aapse poochunga daddy … aapki kya aukaat hai?

by Prem Chopra
categorised in World & Universe
and also in Comedy, Money, Marriage & Wedding
——-

Waqt aane par na dushman ko chhodna chahiye … na saanp ko dekhkar laathi ko todna chahiye

by Utpal Dutt
categorised in World & Universe
and also in Time, Enemy, Animals & Birds

In case there are some dialogues missed from the movie Nishana (genre: ) from 1980, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *