Famous Dialogues from Movie – Naya Andaz (1956)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Naya Andaz released in year 1956

Duniya ki har jagah mohabbat ki nigahon mein pyari hoti hai

by Kishore Kumar
categorised in World & Universe
and also in City & Places, Romance
——-

Bekaar aadmi phatte huye tube ki tarah hota hai … lekin mushkil toh yeh hai ki tube ka puncture phir bhi judh sakta hai … lekin bekaari ka puncture nahi judhta

by Johnny Walker
categorised in World & Universe
and also in Job & Career, Comedy
——-

Duniya mein tumhe sab kuch mil jayega … lekin mohabbat bhara dil nahi milega

by Pran
categorised in World & Universe
and also in World & Universe, Drama
——-

Zindagi ki raahon mein thokarein wohi khate hai … joh oonche hokar chalte hai

by Meena Kumari
categorised in World & Universe
and also in Life, Drama
——-

Aulad ki taqdeer maa ke aasoonyon se hi chamakti hai

by Kishore Kumar
categorised in World & Universe
and also in Luck & Destiny, Parents
——-

Uda de neend aankhon ki kahani usko kehte hai … jalakar khaak kar dale jawani usse kehte hai

categorised in World & Universe
and also in Shayari
——-

Zindagi milti hai kaanton se guzarne ke liye … phool khilte hai gulistan ke savarne ke liye

categorised in World & Universe
and also in Shayari, Life, Flowers & Trees
——-

Aye jawaano zindagi resham bhi hai talwar bhi … muskurata phool bhi hai aur khatakta haar bhi … chaand suraj ki tarah yeh garam bhi hai sard bhi … apni aankhon ka hai aasoon doosro ka dard bhi … raaste mein aman ki mashaal jalane ke liye … hum toh jeete hai watan ke kaam aane ke liye

categorised in World & Universe
and also in Life, Patriotism, Poem
——-

Tere golden face ki beauty ne mere gentle heart ko loot liya … teri zulfon ke net mein faskar maine night sleeping chhod diya

categorised in World & Universe
and also in Shayari, Romance, Comedy
——-

Kismat aadmi ko dokha de sakti hai … lekin bhagwan aadmi ko dokha nahi deta

by Kishore Kumar
categorised in World & Universe
and also in Luck & Destiny, Religion & God, Drama
——-

Mohabbat ki ek manzil nahi hoti

by Kishore Kumar
categorised in World & Universe
and also in Romance
——-

Tarakki karne waala ek hota hai aur uske dushman hazaar hote hai

by Johnny Walker
categorised in World & Universe
and also in Victory & Success, Enemy
——-

Prithvi ka dil hai aur sanjogta ka pyar hai … bas yahi tareekh hai, baki toh sab bekaar hai

categorised in World & Universe
and also in Shayari, Luck & Destiny
——-

Mere piya ka laal kabootar parbat parbat udta hai … pooch lo usse sara naksha saanj bhay woh udta hai

categorised in World & Universe
and also in Animals & Birds, Shayari
——-

Kambakht dil nahi badalta … magar dil ke tukde badal jaate hai

categorised in World & Universe
and also in Drama

In case there are some dialogues missed from the movie Naya Andaz (genre: Culture, Romance) from 1956, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *