Famous Dialogues from Movie – Naseeb (1997)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Naseeb released in year 1997

Pyar hum dono ne kiya … magar tadapna sirf mere naseeb mein aaya

by Govinda
categorised in World & Universe
and also in Romance, Sadness, Luck & Destiny
——-

Mohabaat ka dard bada jaan leva hota hai

by Govinda
categorised in World & Universe
and also in Romance, Sadness, Death
——-

Bhare saawan mein reghistaan lagta hai … yeh ghar mera khali makaan lagta hai

by Govinda
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Weather, House
——-

Jab maine apne dil mein rehne waalon ke jaane ka afsoos nahin kiya … toh ghar se jaane waalon ki parvah kya karoonga

by Govinda
categorised in World & Universe
and also in Drama, Family, House
——-

Mujhko lambi umar ki dua na do … jitni ghuzri nagawar ghuzri

by Govinda
categorised in World & Universe
and also in Life, Sadness, Drama
——-

Gham se khali nahi jism ka kona koi … hum rahe na rahe, hum pe mat rona koi

by Govinda
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Sadness, Drama
——-

Maine kabhi tumhare jism se nahin … tumhari aatma se pyar kiya

by Govinda
categorised in World & Universe
and also in Romance
——-

Mohabbat ko samajhna hai agar toh dariya mein kuda kar … kyun ki kinare pe ukhudu bahetne se andaaz-e-toofan nahi hota

by Govinda
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Romance, Weather
——-

Auron ke liye gunaah sahi … hum piye toh shabaab banti hai … arre sau ghamo ko nichodne ke baad … ek katra sharaab banti hai

by Kader Khan
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Food & Drinks, Comedy
——-

Kispe kare yakeen, kisse kare gilla … mere naseeb ne mera yeh haal kar diya

by Govinda
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Luck & Destiny
——-

Jitni tumhari saal bhar ki kamai hai … utne rupaiy ke surf aur sabun se … meri haveli ke farsh dhoye jaate hai

by Govinda
categorised in World & Universe
and also in House, Royal, Comedy
——-

Zindagi toh khuda ki rehmat hai … joh nahi samjha uski zindagi pe laanat hai

by Kader Khan
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Life, Religion & God
——-

Yeh India hai India … yahan par aurat deewar se toh gir sakti hai … magar apne mayaan se nahi

by Govinda
categorised in World & Universe
and also in Women, City & Places, Drama
——-

Paal le koi rog nadan zindagi ke vaaste … sirf sehat ke sahare zindagi katti nahi

by Govinda
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Life, Comedy
——-

Ladki toh hoti hi hai tyag ka zehar peene ke liye

by Mamta Kulkarni
categorised in World & Universe
and also in Women, Drama
——-

Zindagi ke faisle naseeb karta hai … maa baap nahi

by Mamta Kulkarni
categorised in World & Universe
and also in Life, Luck & Destiny, Parents
——-

Kisi shaitan ki di hui saugaat se … kisi insaan ki di hui khairaat zyada achchi hai

by Rahul Roy
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Aurat us waqt tak Sita Savitri hoti hai, jab tak uska pati Ram aur Satyavan hota hai … jis din yeh maryada tootti hai na, aurat ek aaisa uljha hua sawaal ban jaati hai … jisse koi mard suljha nahi sakta

by Mamta Kulkarni
categorised in World & Universe
and also in Women, Men, Drama
——-

Koi mard kisi kulta ke maang mein apne naam ka sindoor bardaasht nahi kar sakta

by Rahul Roy
categorised in World & Universe
and also in Husband & Wife, Drama
——-

Yeh kaide kanoon … hum gareebo ko insaaf dilane ke liye nahi … balki ameero ki sahuliyat ke liye hai

by Saeed Jaffrey
categorised in World & Universe
and also in Law & Order, Drama
——-

Mujh jaise dost baat maar sakte hai … magar kabhi laat nahi maar sakte

by Govinda
categorised in World & Universe
and also in Friendship, Comedy

In case there are some dialogues missed from the movie Naseeb (genre: ) from 1997, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *