Famous Dialogues from Movie – Namak Halaal (1982)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Namak Halaal released in year 1982

I can talk english, I can walk english, I can laugh english … because english is a very funny language

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Kamre tak chhodne waale kabhi kabhi kamre ke andhar tak aa jaate hai

by Parveen Babi
categorised in World & Universe
and also in Adult, Comedy
——-

Is duniya mein rehna hai … toh judaai ki aadat dalni hi padti hai

by Om Prakash
categorised in World & Universe
and also in World & Universe, Drama
——-

Yeh prem rog hai … shuru mein dukh deta hai … bad mein bahut dukh deta hai

by Shashi Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Romance, Sadness
——-

Is umar mein toh mann mein masti hoti hai, dil mein ek tarang hoti hai aur seene mein armaan hote hai … tujhe kuch nahi hota?

by Om Prakash
categorised in World & Universe
and also in Romance
——-

Lagta hai tumhara napaak khoon mere hi haathon hona likha hai

by Shashi Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Action
——-

Naari ka doosra naam seva hi toh hai

by Smita Patil
categorised in World & Universe
and also in Women, Drama
——-

Aaisi choti aur ghatiya baat karke aap hamare samne chote aur ghatiya nazar aane lage hai

by Shashi Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Joh darwaaze pehle se hi khule hoon … woh khat-khataye nahi jaate

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Is duniya mein insaan do baar janam leta hai … ek baar maa ki kok se pehda hokar ghar aata hai … aur doosri baar ghar se nikalkar duniya mein jaata hai

by Om Prakash
categorised in World & Universe
and also in World & Universe, Drama
——-

Palne waala pehda karne waala se kahin uncha hota hai … maa toh sirf janam deti hai na … lekin zindagi deti hai palne waali

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Parents, Life, Drama
——-

Kabhi kabhi khushi ke khatir gham ko gale lagana padhta hai

categorised in World & Universe
and also in Happiness, Sadness
——-

Ab tak tune meri namak halaali dekhi hai … ab meri namak haraami dekhna

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Joh talwar se nahi marte … woh pyar se marr jaate hai

by Satyendra Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Bhai bahut badiyan, bahut badiyan, bahut badiyan!

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Paapi ko mat maaro … paapi ke dil ke andhar joh shaitaan behta hua hai, usse maaro

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Drama

In case there are some dialogues missed from the movie Namak Halaal (genre: Drama) from 1982, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *