Collection of some famous & popular dialogues from movie Nachnewala Gaanewale released in year 1991
Shayaron ki mehfil mein jaate hai toh shayar ho jaate hai … aur koi apne se tagda mil jaye toh kayar ho jaate hai … zindagi ki gadi mein fit kardo toh tyre ho jaate hai … aur agar bandook mein fit kardo toh fire ho jaate hai
by Kader Khan
categorised in World & Universe
and also in Comedy, Transportation
——-
Bansuri ke chhed ungliyon se chupakar jaise sur nikalte hai … apne zakhmon ko muskurahat se chupakar duniya mein khushi baatna shuru ki jiye
by Sheeba
categorised in World & Universe
and also in Inspiration, Happiness, Music
——-
Maine is duniya mein bahut saare logon ko daulat aa jaane ke baad apna ghar badalte dekha hai, halaat badalte dekha hai, kapde badalte dekha hai … maa baap badalte kisi ko nahi dekha hai
by Kader Khan
categorised in World & Universe
and also in Money, Parents, House
——-
Is duniya mein jis kisi ko tarakki ki seedi se upar chadna hota hai na … usse na anpadh jahil hona chahiye … aur na hi anpadh aur jahilon se koi rishta rakhna chahiye
by Shahbaz Khan
categorised in World & Universe
and also in Victory & Success
——-
Daulat se tu mahal khareed sakta hai, gaadiyan khareed sakta hai, chaaplusi karne waale dost khareed sakta hai … magar gaaliyon mein duayen dene waala yeh baap nahi khareed sakta
by Kader Khan
categorised in World & Universe
and also in Money, Parents
——-
Abhe bewakoofi ke laltern se nikalne waale andhere
by Kader Khan
categorised in World & Universe
and also in Rowdyism, Comedy
——-
Sitaron se aage jahaan aur bhi hai … abhi ishq ke imtihan aur bhi hai
by Sheeba
categorised in World & Universe
and also in Shayari, World & Universe, Romance
——-
Agar bete ka kadh baap se ooncha ho jaaye toh beta apne baap ka baap nahi hota hai … woh saala bete ka beta hi hota hai
by Kader Khan
categorised in World & Universe
and also in Parents, Drama
In case there are some dialogues missed from the movie Nachnewala Gaanewale (genre: ) from 1991, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.
Leave a Reply