Famous Dialogues from Movie – Naam (1986)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Naam released in year 1986

Maa ke doodh ki ek boond bhi tumhare jism ke andar gayi hoti … toh ek aurat, ek maa ke liye tum aaisi ghatiya baat nahi karte

by Kumar Gaurav
categorised in World & Universe
and also in Parents, Food & Drinks, Drama
——-

Jab insaan sachchai aur imaandari se nanga hota hai … toh logon ki nazar uske badan pe nahi … uski aatma pe jaati hai

by Kumar Gaurav
categorised in World & Universe
and also in Truth & Honesty, Drama
——-

Sach kabhi kabhi khoobsurat rishton ko todh deta hai

categorised in World & Universe
and also in Truth & Honesty
——-

Paisa imaandari ke saath bhi kamaya ja sakta hai … magar sirf itna … agar pet bhar gaya toh badan kapdon se khali rahega … aur agar kapdon se badan ko dhank liya toh bhook se pet khali

by Paresh Rawal
categorised in World & Universe
and also in Money, Truth & Honesty, Clothes & Shoes
——-

Roti, kapda aur makaan teeno cheezein imaandari ke saath ek saath … nahi milti

by Paresh Rawal
categorised in World & Universe
and also in Food & Drinks, Clothes & Shoes, House
——-

Aadmi karz toh chuka sakta hai … lekin ehsaan nahi

by Kumar Gaurav
categorised in World & Universe
and also in Drama, Money
——-

Zameer aur pet ki ladai mein, zameer sirf kitaabon mein jeetta hai … haqeeqat mein jeet pet ki hoti hai

by Kumar Gaurav
categorised in World & Universe
and also in Drama, Victory & Success
——-

Jab Vicky ke panjon ki paanchon ungliyan judh jaati hai na … toh usse kehte hai mukka, Vicky ka mukka … aur jab yeh kisi ke jabre pe padta hai na … toh aaisa lagta hai ki Kapil Dev ka fulltoss woh bhi bagair helmet ke

by Sanjay Dutt
categorised in World & Universe
and also in Action, Sports & Games
——-

Yahan tum joh chahoge milega … nahi milega toh sirf bahar jaane ka raasta

by Paresh Rawal
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Apno ke jaane ki taqleef zyada hoti hai … ya apno ke naa aane ki?

by Kumar Gaurav
categorised in World & Universe
and also in Drama

In case there are some dialogues missed from the movie Naam (genre: ) from 1986, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *