Famous Dialogues from Movie – Naajayaz (1995)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Naajayaz released in year 1995

Main tum jaise logon ke saath sauda nahi karta … sirf faisla karta hoon

by Ajay Devgan
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Maa ka dil sab kuch jaanta hai … bete ka sukh, bete ka dukh … sab kuch usse pehle se hi maloom hota hai

by Reema Lagoo
categorised in World & Universe
and also in Parents, Happiness, Sadness
——-

Insaani rishton ko kayam rakhne ke liye kabhi kabhi jhoot bolna bahut zaroori hai

by Reema Lagoo
categorised in World & Universe
and also in Lies & Cheating
——-

Apno se jhoot bolna … apne aap ko bilkul akela kar dena hai

by Ajay Devgan
categorised in World & Universe
and also in Lies & Cheating
——-

Main kudrat ki jayaz aulad hoon jisne mujhe sab kuch diya hai … yeh dhoop, yeh chaun, yeh zameen, yeh aasmaan sab kuch … bas nahi mila toh sirf ek municipality ka birth certificate nahi mila

by Ajay Devgan
categorised in World & Universe
and also in Drama

In case there are some dialogues missed from the movie Naajayaz (genre: Thriller) from 1995, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *