Famous Dialogues from Movie – Mughal-e-Azam (1960)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Mughal-e-Azam released in year 1960

Taqdeerein badal jaati hai, zamana badal jaata hai, mulkon ki tarikh badal jaati hai, Shahenshah badal jaate hai … magar is badalti hui duniya mein mohabbat jis insaan ka daaman thaam leti hai … woh insaan nahi badalta

by Dilip Kumar
categorised in World & Universe
and also in Romance, World & Universe, Luck & Destiny
——-

Phool toh murjha jaate hain … lekin kaante daaman thaam lete hain

by Madhubala
categorised in World & Universe
and also in Flowers & Trees, Romance
——-

Salim tujhe marne nahi dega … aur hum Anarkali tujhe jeene nahi denge

by Prithviraj Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Duniya mein dilwale ka saath dena … daulat waale ka nahi

by Dilip Kumar
categorised in World & Universe
and also in Drama, World & Universe
——-

Mohabbat humne maana zindagi barbad kar deti hai … yeh kya kam hai ki marr jaane pe duniya yaad karti hai

by Dilip Kumar
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Romance, World & Universe
——-

Main tumhari aankhon mein apni mohabbat ka ikraar dekhna chahta hoon

by Dilip Kumar
categorised in World & Universe
and also in Romance
——-

Mera dil bhi apka koi Hindustan nahi … jispar aap hukumat kare

by Dilip Kumar
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Kaaton ko murjhane ka khauf nahin hota

by Madhubala
categorised in World & Universe
and also in Flowers & Trees, Drama
——-

Mera jism zaroor zakhmi hai … lekin meri himmat zakhmi nahi

by Ajit Khan
categorised in World & Universe
and also in Courage, Inspiration
——-

Hamara Hindustan koi tumhara dil nahi … ki laundi jiski Malika bane

by Durga Khote
categorised in World & Universe
and also in Royal, Drama
——-

Taj un saron par nahin rehta jinke kareeb khauf aa jaye

categorised in World & Universe
and also in Royal
——-

Rajput jaan harta hai … vachan nahi harta

by Ajit Khan
categorised in World & Universe
and also in Life, Drama
——-

Meri aankhon se mere khwab na cheeniye Shehzaade … main marr jaongi

by Madhubala
categorised in World & Universe
and also in Royal, Dreams, Drama
——-

Mohabbat karne waalo ka bas itna hi hai afsana … tadapna chupke chupke, aah bharna, ghutke marr jana

by Dilip Kumar
categorised in World & Universe
and also in Romance, Death
——-

Tahkhane ke bhaari darwaaze talwaron se nahi taqdeeron se khula karte hai

categorised in World & Universe
and also in Luck & Destiny, Drama
——-

Mohabbat joh darti ho woh mohabbat nahin … ayyashi hai, gunaah hai

by Dilip Kumar
categorised in World & Universe
and also in Romance, Crime

In case there are some dialogues missed from the movie Mughal-e-Azam (genre: History, Romance) from 1960, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *