Famous Dialogues from Movie – Mrityudand (1997)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Mrityudand released in year 1997

Zabaan kabu mein rahe toh zabaan rehti hai … bekabu ho jaye toh kataar bankar ki masoom begunah ka seena cheer sakti hai

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Hamara raaj aur tumhari neeti … in dono ke gathbandan se hi chalti hai tumhari raajneeti

by Mukesh Rishi
categorised in World & Universe
and also in Politics
——-

Ek baar ghulami se peecha chhudaya tha hamare buzurgon ne … toh kya aaj hum phir ghulam ban jayenge? … chand aaise gaddar netaon ke haathon mein desh ki bhaag-daur ko saunp denge … jinki gaadiyan bullet-proof, kapde daag-proof, kaan sound-proof aur aankhen sharam-proof? … bolo, jawaab do!

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Politics, Transportation, Clothes & Shoes
——-

Insaaf bik raha hai, emaan bik raha hai … bazar sa laga hai, samaan bik raha hai … is Ram ki dharti par Ravan ka raj hai … kanoon thak chuka hai, napunsak samaaj hai … har modh par yahan toh insaan bik raha hai … bazar sa laga hai, samaan bik raha hai … noton ke naam par, kahin voton ke naam par … tirthon ke naam par, kahin dharamon ke naam par … lag rahi hai boliyan, bhagwan bik raha hai … bazar sa laga hai, samaan bik raha hai … manavta lut rahi hai, khamosh hai vidhata … dharti par badte paapon ko mitaane … janam kyun nahi leta koi mrityudaata

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Poem, Death, Religion & God
——-

Sachai dimaag ka darwaza khat-khatati toh hai magar uski dastak sunai nahi deti

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Truth & Honesty
——-

Maut ho aaisi jisse sara zamana yaad kare … yun toh aate hai sabhi is duniya mein marne ke liye

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Death, World & Universe, Shayari
——-

Joh log apna pasina bahakar desh ka muqadar banate hai … unke bachche toh rotiyon ke liye taraste hai … aur tum log joh kursiyon par behetkar desh ke muqadar ka faisla karte ho … apne aulad ki shaadiyon mein karodon rupai lutate ho … kahan se aati hai daulat?

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Patriotism, Food & Drinks, Money
——-

Kauva agar Kashi bhi ho aaye toh bhi ‘kav-kav’ hi karega … ‘Ram-Ram’ nahi

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Animals & Birds, City & Places
——-

Raajneeti ka zehar, dharam, jaati aur basha ka glucose bana karke do kaumon ki ragon mein bhar dete ho … aur phir apne mahalon mein behet karke janta ki khoon ki holi ka tamesha dekhte ho

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Politics, Religion & God, House
——-

Aap humre pati hai … parmeshwar banne ka bhool mat ki jiye

by Madhuri Dixit
categorised in World & Universe
and also in Husband & Wife, Religion & God, Drama
——-

Anyay kabhi karna mat … aur uske samne jhukna bhi mat

by Madhuri Dixit
categorised in World & Universe
and also in Inspiration

In case there are some dialogues missed from the movie Mrityudand (genre: Drama) from 1997, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *