Famous Dialogues from Movie – Mr. and Mrs. Khiladi (1997)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Mr. and Mrs. Khiladi released in year 1997

Jawan beti ka baap Taj Mahal ke chaukidaar ki tarah hota hai … usko hamesha darr laga rehta hai ke kisi gande aadmi ke haath se Taj Mahal ganda na ho jaye

by Kader Khan
categorised in World & Universe
and also in Comedy, City & Places
——-

Insaan aaise gunaah zindagi mein sirf do hi baar karta hai … ek ya toh sar pe kisi ka udhaar ho aur doosra jab dil mein kisi ka pyar ho

by Paresh Rawal
categorised in World & Universe
and also in Romance, Crime
——-

Inspector sahab aapne ab tak jail ki zanjeeron aur salakhon ka loha dekha hai … magar Shalu ki himmat ka faulad nahi dekha … pehna di jiye sar se paon tak loha, kheench di jiye zameen se aasman tak lohe ki deewar … magar Shalu har deewar ko todh degi

by Juhi Chawla
categorised in World & Universe
and also in Courage, Drama
——-

Paise ke pair mein paiye lage hote hai … woh kabhi bhi khasak jaati hai

by Kader Khan
categorised in World & Universe
and also in Money
——-

Chori chupe pyar ya toh ghar ke pichwade mein hota hai ya gaadi ke pichwade mein hota hai

by Paresh Rawal
categorised in World & Universe
and also in Adult, House, Transportation

In case there are some dialogues missed from the movie Mr. and Mrs. Khiladi (genre: Romance, Comedy) from 1997, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *