Famous Dialogues from Movie – Miss 420 (1998)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Miss 420 released in year 1998

Goli chalate waqt na tum mujhse kahoge ki mujhe maaf kardo … aur na main tumse kahoongi ki mujhe maaf kardo

by Sheeba
categorised in World & Universe
and also in Action, Drama
——-

Aurat 420 nahi, 840 hai … aur mera aurat malum hai 1680

by Johnny Lever
categorised in World & Universe
and also in Women, Husband & Wife, Comedy
——-

Desh se badhkar koi nahi hai … na rishtey, na naate, na sambandh, na koi bandhan … iski mitti se mohabbat mera imaan hai, wafaadari mera karam … is dharti ka dushman chahe bahar ho ya andar, chahe apna hi khoon ho … uska sarvanash kar dena hi mera dharam hai, mera imaan hai, mera farz hai, meri puja hai … mujhe yeh kasam hai, mujhe yeh kasam hai, mujhe yeh kasam hai

by Sheeba
categorised in World & Universe
and also in Patriotism, Enemy, Truth & Honesty
——-

Ek nadaan dost se achcha hai ek chalaak dushman

by Mohan Joshi
categorised in World & Universe
and also in Enemy, Friendship
——-

Desh ki aan ke samne kisi ki jaan ki keemat kuch bhi nahi

by Tinnu Anand
categorised in World & Universe
and also in Patriotism, Life
——-

Hindustani namak ki taqat hi kuch aur hai … rupayon ki laalach aur maut ka darr bhi Hindustaniyon ko gaddari karne pe majboor nahi karta

by Mohan Joshi
categorised in World & Universe
and also in Patriotism, Money, Death
——-

Kadi se kadi milti hai toh ek zanjeer banti hai … aaiye hum sab milkar ek zanjeer banaye … tadbeer se in badnaseebon ki taqdeer banaye

by Mohan Joshi
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Luck & Destiny

In case there are some dialogues missed from the movie Miss 420 (genre: Romance) from 1998, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *