Famous Dialogues from Movie – Misaal (1985)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Misaal released in year 1985

Hum mein ek misaal kayam karni hogi … jis mein ek insaan ka dukh saare shehar ka dukh ban jaye … chot padosi ko lage toh dard saare mohalle ko ho … aur woh mohalla saara Hindustan ho

categorised in World & Universe
and also in Inspiration, Patriotism
——-

Yeh kaisa zamana hai … har shaksh begana hai … har aankh pe parda hai … har honth pe taala hai … par aaise zamane mein koi toh maseeh hoga … khudgarz nahi hoga, bedard nahi hoga … zulmon ke khilaaf apni awaaz uthayega … woh shaksh yahin hoga, woh shaksh yahin hoga

categorised in World & Universe
and also in Poem

In case there are some dialogues missed from the movie Misaal (genre: Action) from 1985, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *