Hai aur bhi duniya mein sukhanavar bahut achche … kehte hai ki Ghalib ka hai andaaz-e-bayaan aur
by Bharat Bhushan
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Poem
——-
Hai bas ki har ek unke ishaare mein nishaan aur … karte hai mohabbat toh guzarta hai gumaan aur … yaa rab na woh samjhe hai na samjhenge meri baat … de aur dil unko joh na de mujhko zubaan aur
by Bharat Bhushan
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Romance
——-
Karz ki peete the main lekin samajhte the ki haan … rang layegi hamari faaqa masti ek din
by Bharat Bhushan
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Food & Drinks
——-
Na gul-e-naghma hoon na parda-e-saaz … main hoon apne shikast ki awaaz
by Bharat Bhushan
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Defeat & Failure, Flowers & Trees
——-
Naalon se mere kab taho bala jahan nahi … kab aasman zameen, zameen aasman nahi … kehta hoon mooh se kuch main nikalta hai mooh se kuch … kehne ko yun toh hai yeh zubaan, par zubaan nahi
categorised in World & Universe
and also in Poem
——-
Nikalna khuld se aadam ka sunte aaye the lekin … bahut beabroo hokar tere kooche se hum nikle
by Bharat Bhushan
categorised in World & Universe
and also in Shayari
——-
Pila de oak se saakhi joh humse nafrat hai … pyala agar nahi deta na de, sharaab toh de
by Bharat Bhushan
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Food & Drinks
——-
Mohabbat andhi hoti hai … magar raasta dikhati hai
categorised in World & Universe
and also in Romance
——-
Chhodunga main na us but-e-kafir ka poojna … chhode na khalq go mujhe kafir kahe bagair
by Bharat Bhushan
categorised in World & Universe
and also in Shayari, World & Universe
——-
Tum salamat raho hazaar baras … har baras ke ho din pachaas hazaar
by Bharat Bhushan
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-
Ab toh ghabra ke yeh kehte hai ki mar jayenge … marke bhi chain na paya toh kidhar jayenge … hum nahi woh joh karen unka daava tujhse … balki poochega khuda bhi toh mukhar jayenge
categorised in World & Universe
and also in Poem, Shayari, Romance
——-
Nahi ishq mein iska toh ranj hum mein, ke qarar-o-shakeb zara na raha … gham-e-ishq toh apna rafeeq raha, koi aur bala se raha na raha … na thi haal ki jab hum mein apni khabar, rahe dekhte auron ke aeb-o-hunar … padi apni buraiyon pe joh nazar, toh nigaah mein koi bura na raha … zafar aadmi usko na jaaniyega, ho woh kaisa hi saheb-e-fehmozaka … jisse aaish mein yaadein khuda na rahi, jisse taish mein khauf-e-khuda na raha
categorised in World & Universe
and also in Poem, Religion & God, Romance
——-
Hoon giraftar-e-ulfat-e-sayaad … varna baaki hai taqat-e-parwaaz
by Bharat Bhushan
categorised in World & Universe
and also in Shayari
——-
Asar usko zara nahi hota, ranj rahat fiza nahi hota … tum mere paas hote ho goya, jab koi doosra nahi hota
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Sadness
In case there are some dialogues missed from the movie Mirza Ghalib (genre: Biography, Musical) from 1954, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.
Leave a Reply