Famous Dialogues from Movie – Military Raaj (1998)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Military Raaj released in year 1998

Agar khul gaya yeh bhed … toh aapki izzat mein ho jayega chhed

by Mushtaq Khan
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Kuch nasoor itne ghinaune hote hai ki aadmi unka dard toh seh sakta hai … magar unhe kisi ko dikha nahi sakta

by Aditya Pancholi
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Jab raajneeti ho dagabaaz … toh janta maange military raaj

categorised in World & Universe
and also in Politics
——-

Zamane bhar ki logon ki auladen pehda hokar paalne mein palti hai … lekin hamari auladen seedhi kursi par behetti hai

by Prem Chopra
categorised in World & Universe
and also in Politics, Rowdyism
——-

Ghar aaye mehmaan ko salute dekar uski izzat karna hamare desh ki parampara hai … aur dushman ke ghar mein ghuskar usse phoond dena hamari army ki shaan hai

by Mithun Chakraborty
categorised in World & Universe
and also in Enemy, Patriotism, House
——-

Tofha dekar chup rehne waale mahan hote hai … tofha lekar chup rehne waale baimaan hote hai

categorised in World & Universe
and also in Drama

In case there are some dialogues missed from the movie Military Raaj (genre: ) from 1998, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *