Famous Dialogues from Movie – Meri Jung (1985)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Meri Jung released in year 1985

Shatranj ke mohre wahi hai … magar baazi palat chuki hai

by Anil Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Drama, Sports & Games
——-

Kanoon ki talwar se kanoon ka hi khoon kiya tumne

by A. K. Hangal
categorised in World & Universe
and also in Law & Order
——-

Kya main ek phool ki tarah khoobsurat ladki ko ek … ladki ki tarah khoobsurat phool de sakta hoon

by Javed Jaffrey
categorised in World & Universe
and also in Romance, Flowers & Trees
——-

Jiske paas koi saboot ya gawah na ho … kya woh nirdosh nahi hota?

by Nutan Behl
categorised in World & Universe
and also in Law & Order, Drama
——-

Jab gareeb ka dil roh uthta hai … toh apne hosh kho beheta hai

by Anil Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Sadness, Drama
——-

Har ek aadmi ke saath kahi log hote hai phansi ke takhte par, koi akela nahi hota phansi ke takhte par … uske saath us phande par dum todhta hai uski biwi ka suhaag … uske bachon ka bhavishya … uske ghar mein basne waali ek ek khushi … uske aagan mein utarne waali ek ek kiran … sabko ek saath phansi ho jaati hai

by Anil Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Drama, Law & Order, Happiness
——-

Mujhe tumhari maut nahi, zindagi chahiye

by Anil Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Death, Life

In case there are some dialogues missed from the movie Meri Jung (genre: ) from 1985, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *