Collection of some famous & popular dialogues from movie Mere Yaar Ki Shaadi Hai released in year 2002
Hai aaj mere yaar ki shaadi magar main khush nahi hoon … hai kisi ke pyar ki shaadi magar main khush nahi hoon … maine roka usse, toka usse samjhaya bhi … deke vaasta apni yaari ka manaya bhi … uski rah ka patthar bana aur kaanta bhi … phool banke uske samne murjhaya bhi … le karke chal diya hai woh baharen dahej mein … hai gul-e-gulzar ki shaadi magar main khush nahi hoon … hai aaj mere yaar ki shaadi magar main khush nahi hoon … hai kisi ke pyar ki shaadi magar main khush nahi hoon
by Uday Chopra
categorised in World & Universe
and also in Poem, Marriage & Wedding, Friendship
——-
Joh dil ki rah par chalta hai … woh duniya badal sakta hai
by Uday Chopra
categorised in World & Universe
and also in Inspiration, World & Universe
——-
Kuch baatein kuch kho kar hi samajhi jaati hai
by Bipasha Basu
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-
Zindagi ke bade bade faisle in choti choti baaton se nahi liye jaate
by Jimmy Shergill
categorised in World & Universe
and also in Life
——-
Kabhi nahi socha tumne ki saari umar jhule par tumhara haath thaame joh ladki baithi hai … uska is poore jahan mein le deke bas ek dost hi kyun hai … kabhi nahi socha ki jis ladki ne ek ladke ke saath bachpan se jawani tak ka safar tay kiya … usse apni baki zindagi ke liye kisi aur ki zaroorat kyun hoti … kabhi nahi socha ki us pagli ke liye uska woh ek hi dost kaafi tha … woh ek hi ladka … tum
by Tulip Joshi
categorised in World & Universe
and also in Romance, Friendship, Life
——-
Mujhe joh karna hai woh main akele nahi kar sakta … mujhe woh maa chahiye joh mere sar par haath rakhkar kahe … haan beta tu sahi hai, main tere saath hoon
by Jimmy Shergill
categorised in World & Universe
and also in Drama, Parents
——-
Purani cheezein kabhi dhokha nahi deti
by Tulip Joshi
categorised in World & Universe
and also in Lies & Cheating
——-
Mera cheese omelette toh uske samne nacheez omelette hai
by Uday Chopra
categorised in World & Universe
and also in Food & Drinks, Comedy
In case there are some dialogues missed from the movie Mere Yaar Ki Shaadi Hai (genre: Romance) from 2002, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.
Leave a Reply