Famous Dialogues from Movie – Mere Mehboob (1963)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Mere Mehboob released in year 1963

Mujhko kyun dete ho zehar-e-zindagi … mujhko marke nagahani chahiye … dil abhi poori tarah toota nahi … doston ki meharbani chahiye

by Ashok Kumar
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Friendship, Life
——-

Insaan ki izzat jab jaati hai jab woh sachai aur imaan ka daaman chhod deta hai … insaan ki izzat jab jaati hai jab woh apne zameer ko bech deta hai, insaaniyat ko bech deta hai, sharafat ko bech deta hai … eent aur patthar ke bane huye makaano ke bikne se insaan ki izzat nahi jaati

by Rajendra Kumar
categorised in World & Universe
and also in Inspiration, Truth & Honesty, House
——-

Zindagi se joh kasmasaya ho … jisko marna hi raas aaya ho … woh but-e-bewafa se pyar kare jisko kutte ne kaat khaya ho

by Johnny Walker
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Animals & Birds, Comedy
——-

Nazar ke milte hi hosh-o-awaaz kho behte … yeh ibtida hai toh kya hogi intehaa meri

by Rajendra Kumar
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Romance
——-

Husn kehte hai unhe, noor ka shola woh hai … joh kabhi door se chamka tha, woh jalwa woh hai

by Sadhana Shivdasani
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Romance
——-

Jabse thappad maine khaya, ek aafat ho gayi … aye but-e-kafir mujhe tujhse mohabbat ho gayi

by Johnny Walker
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Comedy, Romance
——-

Ranjhe ka dil pehlu se satka, Heer ki zulfon mein jaa atka … lekar soti hum joh satke, maa ko teri behad khatke

by Johnny Walker
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Comedy
——-

Har daffa khaya hai milkar thappad tujhse … mere mehboob kahin aur mila kar mujhse

by Johnny Walker
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Comedy
——-

Zindagi ke safar mein ek aaisa muqaam bhi aata hai … jab insaan kuch kho ke bahut kuch paata hai

categorised in World & Universe
and also in Inspiration, Life
——-

Mujhe gham khilao, mujhe aasoon pilao … taaki mere johar par nikhaar aaye … naqad nahi toh udhaar aaye

by Johnny Walker
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Money, Sadness
——-

Joh main khana chahta hoon woh bazar mein milega nahi katan … agar mangva sakte ho, do char mann gham mangvao foran

by Johnny Walker
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Sadness
——-

Himmat-e-marda toh madad-e-khuda … aur inko de mila, na kar juda

by Johnny Walker
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Religion & God
——-

Khuda bachaye teri mast mast aankhon se … farishta ho toh bahek jaaye, aadmi kya hai

by Pran
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Romance
——-

Sitaare doobte jaate hai hookah pee raha hoon main … har ek dum par chillum ki aag madham hoti jaati hai

by Johnny Walker
categorised in World & Universe
and also in Shayari
——-

Kaam ki na kaaj ki … dushman meri jaan ki

categorised in World & Universe
and also in Comedy, Enemy, Life
——-

In cheezon se bhar chuka hai pet-e-natamam … ab toh kuch aur hi khane ko jee chahta hai

by Johnny Walker
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Food & Drinks

In case there are some dialogues missed from the movie Mere Mehboob (genre: Musical, Culture) from 1963, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *