Famous Dialogues from Movie – Mehbooba (1976)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Mehbooba released in year 1976

Mere sapne ka sambandh aankhon se nahi hai, dil se hai … jise mehsoos kiya ja sakta hai, dekha nahi ja sakta

by Rajesh Khanna
categorised in World & Universe
and also in Dreams
——-

Sangeet cheez hi aaisi hai … saaz ho ya awaaz, kaano mein padte hi dil ke taar jhun-jhuna uthte hai … aur chanchal mann ko shanti mil jaati hai

by Rajesh Khanna
categorised in World & Universe
and also in Music
——-

Jeevan mein mahan wohi hota hai … joh doosron ki muskaan ke liye apne aasoon pee le

by Nazir Hussain
categorised in World & Universe
and also in Inspiration
——-

Joh doosron ka adhikar cheenane mein kamyab nahi hote … woh kisi na kisi tarah unki zindagi mein zehar bhar dete hai

by Yogeeta Bali
categorised in World & Universe
and also in Drama, Life

In case there are some dialogues missed from the movie Mehbooba (genre: ) from 1976, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *