Famous Dialogues from Movie – Mashooq (1992)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Mashooq released in year 1992

Main yoon hi bekhudi mein keh gaya hoon dilruba tumko … khuda ka khauff na hota toh keh deta khuda tumko

by Ayub Khan
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Romance, Religion & God
——-

Wafa ki aag hum zalim tere dil mein laga denge … kasam teri kisi din ishq karna bhi sikha denge

by Ayub Khan
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Romance
——-

Naam hai ishq mera, husn ka deewana hoon … kabhi bhanwara kabhi bulbul, kabhi parwana hoon … mere hi dum se haseeno mein mohabbat jaagi … naaz-o-andaz-o-adashokhi shararat jaagi … jab haseen log mera naam liya karte hai … dono haathon se jigar thaam liya karte hai … phir bhi tanhai ka ehsaas liye phirta hoon … ek dariya hoon magar pyaas liye phirta hoon

by Ayub Khan
categorised in World & Universe
and also in Poem, Romance
——-

Hum ahl-e-ishq hai, teer aur talwar se nahi darte … nazar bhar dekh lo zalim toh khud hi mar jaayein

by Ayub Khan
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Romance

In case there are some dialogues missed from the movie Mashooq (genre: Drama, Romance) from 1992, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *