Famous Dialogues from Movie – Mashaal (1984)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Mashaal released in year 1984

Har aadmi ka kuch na kuch daam hota hai … daam dedo, aadmi tumhara

by Amrish Puri
categorised in World & Universe
and also in Drama, Money
——-

Halaat, kismatein, insaan, zindagi … waqt ke saath saath sab badal jaata hai

by Dilip Kumar
categorised in World & Universe
and also in Time, Luck & Destiny, Life
——-

Main aapke ek ek paap, ek ek jurm ka pata lagaonga … aur jab tak police aapko adalat nahi le jaati aur adalat aapko jail nahi bhejti … main likhunga, main chaapunga

by Anil Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Crime, Police, Law & Order
——-

Main marke bhi maroonga nahi … tumhare andar zinda rahoonga

by Dilip Kumar
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Itna maroonga, itna maroonga ki gali gali bheek maangti phiregi teri mundi

by Amrish Puri
categorised in World & Universe
and also in Action, Rowdyism
——-

Agar naali ke keeday ko duniya bhar ka sabun ikattha karke bhi saaf kiya jaye, usko dhoya jaye … toh bhi woh gande ka ganda hi rahega

by Dilip Kumar
categorised in World & Universe
and also in Animals & Birds, Comedy

In case there are some dialogues missed from the movie Mashaal (genre: ) from 1984, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *