Famous Dialogues from Movie – Marte Dam Tak (1987)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Marte Dam Tak released in year 1987

Dada toh is duniya mein sirf do hain … ek upar waala aur doosre hum

by Raaj Kumar
categorised in World & Universe
and also in Rowdyism, World & Universe, Religion & God
——-

Hum tumhe aisi maut maarenge … tumhari aane waali nasalon ki neend bhi uss maut ke khauf se udh jayegi

by Raaj Kumar
categorised in World & Universe
and also in Action, Death
——-

Bootiyan nochne waala geedar … gala phadne se sher nahin ban jaata

by Raaj Kumar
categorised in World & Universe
and also in Animals & Birds, Comedy
——-

Zindagi mein agar kisi ne mere liye dua ki ho … toh woh bhi tujhe lag jaye

by Govinda
categorised in World & Universe
and also in Life, Drama
——-

Hum kutton se baat nahin karte!

by Raaj Kumar
categorised in World & Universe
and also in Animals & Birds
——-

Bazaar ke kisi sadak chaap darzi ko bulakar apne kafan ka maap de do

by Raaj Kumar
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Suna hai Bambai shehar mein insaan aur haivaan … dono ko chupne ki jagah milti hai

by Farha Naaz
categorised in World & Universe
and also in City & Places
——-

Rana ki maut itni choti nahi … joh tumhari mutthi mein ho

by Raaj Kumar
categorised in World & Universe
and also in Death, Action
——-

Duniya mein mard lakh imaandar hoga toh sadak pe padhe hue pachaas yah sau rupaiy ki note chhod dega … lekin ek akeli, jawaan, anaath ladki ko koi nahi chhodta

by Farha Naaz
categorised in World & Universe
and also in Men, Truth & Honesty, Money
——-

Telephone uthakar khamosh rehna mardo ka kaam nahi hai

by Raaj Kumar
categorised in World & Universe
and also in Men, Comedy
——-

Badle ki aag woh pyas hai joh kisi doosre ke peene se nahi bhujti … aur toofan ko kisi aur sahare ki zaroorat nahi padhti

by Raaj Kumar
categorised in World & Universe
and also in Revenge, Weather
——-

Yeh toh sher ki guffa hai … yahan agar tumne karvat bhi li toh samjho maut ko bulava diya

by Raaj Kumar
categorised in World & Universe
and also in Action, Animals & Birds, Death
——-

Hum mein amiron ki taqat ka nahin … garibon ki kamzori ka ehsaas hai

by Raaj Kumar
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Hamare kaan na nahin sun sakte … agar na sunle … toh hamare kaanon se angaray nikalne lagte hain

by Raaj Kumar
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Hum uss sipahi ki tarah hai … jiske haath mein sirf mayan hai … talwar nahi

by Iftekhar
categorised in World & Universe
and also in War & Battle, Action
——-

Rana karz aur farz dono ko … ek hi nazar se nibhata hai

by Raaj Kumar
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Gunaah ke samundar ki koi bhi machli … tumhare jeevan ke pavitra nadi mein kabhi nahi aayegi

by Raaj Kumar
categorised in World & Universe
and also in Crime, Life, Drama
——-

Seva, adarsh aur desh bhakti ki bhavna agar kitaabon mein hi bandh rahi … toh phir hamare desh ki hasti bhi duniya ke kagazi naksho mein reh jayegi

by Raaj Kumar
categorised in World & Universe
and also in Patriotism, World & Universe
——-

Dushmani aur dosti agar ghaadi na ho … toh us mein koi rang nahin aata

by Raaj Kumar
categorised in World & Universe
and also in Enemy, Friendship, Drama
——-

Marte toh sirf bekasoor hai … kusoorwar toh hamari tarah aaish karte hai

by Kulbhushan Kharbanda
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Police ki vardi aur khoon ki garmi aadmi ko bada khuddar bana deti hai

by Iftekhar
categorised in World & Universe
and also in Police, Drama
——-

Rana na pyase pehda hue the … aur na hi pyase marenge

by Raaj Kumar
categorised in World & Universe
and also in Rowdyism
——-

Is duniya ke tum pehle aur aakhri badnaseeb kamine hoge … jiski na toh arthi uthegi aur na kisi kandhe ka sahara … seedhi chitta jalegi

by Raaj Kumar
categorised in World & Universe
and also in Death, Drama
——-

Baaton ki talwar se gardan nahin katti

by Raaj Kumar
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Hausle se har kaam mumkin hai … hausle se insaan apni taqdeer jaise chahe waisi bana sakta hai

by Raaj Kumar
categorised in World & Universe
and also in Luck & Destiny, Inspiration
——-

Hamare phone ke baad interview nahin hota … letter of appointment seedha milta hai

by Raaj Kumar
categorised in World & Universe
and also in Job & Career
——-

Hamare dhande mein aasunyon ke saath koi rishta nahin hota

by Om Puri
categorised in World & Universe
and also in Business, Sadness
——-

Zindagi ek natak hi toh hai, lekin zindagi aur natak mein farak hai … natak ko jahan chaho, jab chaho badal do lekin … zindagi ke natak ki dor toh upar waale ke haath mein hai

by Raaj Kumar
categorised in World & Universe
and also in Life, Drama
——-

Gunaah chupane se gunehgaar nahi chup sakta

by Paresh Rawal
categorised in World & Universe
and also in Crime, Thief & Criminal
——-

Aasoon bahane se dil toh halka ho jayega lekin gham ka bhoj halka nahi hota

by Raaj Kumar
categorised in World & Universe
and also in Sadness, Drama
——-

Khoon jab bolta hai toh maut ka tandav hota hai

by Om Puri
categorised in World & Universe
and also in Dance, Action
——-

Rana ki shatranj ka ghoda a-dai ghar nahin chalta … seedhe raja ko marta hai

by Raaj Kumar
categorised in World & Universe
and also in Sports & Games, Drama
——-

P.C. Mathur jisse dushmani karta hai … uski jhadon ko khood kar hamesha ke liye khatam kar deta hai

by Kulbhushan Kharbanda
categorised in World & Universe
and also in Enemy, Drama
——-

Adalat toh sirf saboot par faisla karti hai

by Kulbhushan Kharbanda
categorised in World & Universe
and also in Law & Order
——-

Unke mujhpar itne ehsaan hai … ki agar main apni chamdi ka joota banakar bhi unhe pehnata … toh bhi kam hota

by Govinda
categorised in World & Universe
and also in Drama, Clothes & Shoes

In case there are some dialogues missed from the movie Marte Dam Tak (genre: ) from 1987, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *