Kiya aaj maine akalmandi ka kaam … ticket lottery ka liya aur paya inaam … sunke tum log hoge khushi se naach … inaam mein mile mujhe rupai paanch
by Amjad Khan
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Money, Happiness
——-
Dhan ko, hukumat ko mutthi mein rakhkar raj karne waale ameeron ko agar khatam kar diya jaye … toh is duniya se ameeri aur gareebi ka farak hamesha hamesha ke liye khatam ho jayega
by Shatrughan Sinha
categorised in World & Universe
and also in Money, Government
——-
Nahi dalenge hum haath izzat pe tumhari … pehnayenge mangalsutra yahi khwaish hai hamari
by Amjad Khan
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Marriage & Wedding, Comedy
——-
Agar baazuon mein imaan ki taqat, dilon mein sachai aur zubaan pe ‘Inquilab Zindabad’ ka naara hai … toh zindagi ki har maqsad hamare kadamon mein hoga
by Shatrughan Sinha
categorised in World & Universe
and also in Inspiration, Truth & Honesty, Patriotism
——-
Ban gaya main bhi mazdoor aaj se … aaj chutti hai, kaam karoonga kal se
by Amjad Khan
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Job & Career, Comedy
——-
Ishwar hazar gunah karne ke baad maaf kar deta hai … lekin ek baar maa ka dil dukhao toh woh kabhi maaf nahi karta
by Rajesh Khanna
categorised in World & Universe
and also in Religion & God, Crime, Parents
——-
Bachche ka pet kharab hua toh usko julaab dena … badhe ke dimaag kharab hua toh usko sharab dena
by Kader Khan
categorised in World & Universe
and also in Food & Drinks, Comedy
——-
Vishvas mat karna ispe, naqli hai iska jhanda … kabhi kutte ke pet se nikla hai murgi ka unda?
by Amjad Khan
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Animals & Birds, Comedy
——-
Bacha tha ek hi dost, uski bhi ho rahi hai shaadi … yahan har mandap se ladki bhaagti hai, isse kehte hai barbaadi
by Amjad Khan
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Marriage & Wedding, Comedy
——-
Keechri uttare huye zeharilay saanp ko dekhkar reham khana … aur paschatap ka dhong rachane waale zalim ko maaf karna jurm hai
by Jeetendra
categorised in World & Universe
and also in Animals & Birds, Crime
——-
Samundar ko reghistan mein badalna aur inquilab ki samadhi banana … kisi ke bas mein nahi hai
by Shatrughan Sinha
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-
Buddhoo samajhke karta hai meri maskari … gusse mein aaonga toh kar donga teri kir-kiri
by Amjad Khan
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Comedy
——-
Jabse dekha hai maine is daas ko … na Shakespeare ko padha hai na Kalidas ko
by Amjad Khan
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Poem, Comedy
——-
Jab tak yeh daulat sirf chand mutthi bhar logon ke haathon mein talwar bankar rahegi … tab tak khudgarzi zinda rahegi
by Shatrughan Sinha
categorised in World & Universe
and also in Money
——-
Bhoolkar bhi paise nahi deta mera baap … kaise khareedon kaise padhon koi kitaab
by Amjad Khan
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Money, Parents
——-
Tum aadmi mamuli nahi bahut azeem ho … agar yeh Anarkali hai toh tum uske Salim ho
by Amjad Khan
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Comedy
——-
Hamari jebon mein bhale hi daulat ki garmi na ho … lekin hamare khoon mein bahut garmi hai, bahut jaan hai is mein … tum logon ki tarah aircondition kamron mein bahetkar hamara khoon jam nahi gaya
by Jeetendra
categorised in World & Universe
and also in Money, Drama
——-
Baandha na mangalsutra maine kabhi kisi ko … tum ghabrao ya chillao, baandhonga main tumhi ko
by Amjad Khan
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Marriage & Wedding
——-
Janam tera is duniya mein kabhi nahi hoga … main shaadi nahi karoonga, tu paida kaise hoga?
by Amjad Khan
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Comedy, Marriage & Wedding
——-
Jab insaan jawan hota hai toh usse samaaj aur society ki parvah hoti hai … shaadi ke baad usse biwi bachon ki fikar hoti hai … aur budhape mein toh sare parivar ki … yahi toh insaan ki kamzori hai, yahi jeevan sangram hai … jis mein rakht aur maas ka sangharsh nafrat aur mohabbat ke saath zindagi bhar chalta rehta hai
by Shreeram Lagoo
categorised in World & Universe
and also in Life, Family
——-
Gabrana mat ab main loogna iski jaan … isse gilori banake khaonga jaise ho Banarasi paan
by Amjad Khan
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Food & Drinks, Comedy
——-
Bina shaadi karvaye aap marne chale … bandook haath mein li nahi jung ladne chale
by Amjad Khan
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Marriage & Wedding, War & Battle
In case there are some dialogues missed from the movie Maqsad (genre: Action, Crime, Musical) from 1984, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.
Leave a Reply