Famous Dialogues from Movie – Mann (1999)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Mann released in year 1999

Saanson ke bina shayad kuch pal main jee sakta hoon … lekin tumhare bina nahin

by Aamir Khan
categorised in World & Universe
and also in Romance
——-

Husn ko chaand, jawani ko kamal kehte hai … dekh kar hum tujhe ek shouk ghazal kehte hai … uff yeh sang-e-marmar sa tarasha hua shafaf badan … dekhne wale tujhe Taj Mahal kehte hai

by Aamir Khan
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Romance, Poem
——-

Vishvas jeetna aasaan hai, usse todna usse bhi aasaan hai … magar mushkil hai us vishvas ko nibhana

by Manisha Koirala
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Tujhko dekhenge sitare toh ziya mangenge, aur pyase teri zulfon se ghata mangenge … apne kaandhe se dupatta na sarakne dena, varna budhe bhi jawani ki dua mangenge

by Aamir Khan
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Comedy, Romance
——-

Meri puja mein, meri duaon mein, meri khamoshiyon mein, meri sadaaon mein … sirf tum ho, sirf tum

by Aamir Khan
categorised in World & Universe
and also in Romance
——-

Mera aaj mera kal, mere din mere pal … sirf tumhare dum se hai

by Aamir Khan
categorised in World & Universe
and also in Romance
——-

Tumhare bagair jeena kya … jeene ka khwab bhi nahin dekh sakta

by Aamir Khan
categorised in World & Universe
and also in Romance, Dreams
——-

Arre woh sharaabi ko aye-khuda maut aajaye … joh chhodke tujhe paimana mooh ko lagaye

by Aamir Khan
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Food & Drinks, Comedy
——-

Ladki ko maane Lakshmi, phir bhi ladka hi laage pyara … ek ladke ki khatir, pehda kardi ladki gyarah

by Sharmila Tagore
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Comedy
——-

Maine apna jeevan saathi chun liya hai … meri yaadien

by Aamir Khan
categorised in World & Universe
and also in Drama, Life
——-

Jyot khud ba khud nahi jalti … jab tak usse koi jalane wala na ho

by Aamir Khan
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Yeh dimaag hum mein behka sakta hai … par mann, mann kabhi dhokha nahi deta

by Sharmila Tagore
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Umar sari guzari par kisi ne aaise nahi pachhada … tujhko milke aaisa laga oh jaanam, jaise main hoon ek chaddi aur tu mera nara

categorised in World & Universe
and also in Shayari, Comedy, Clothes & Shoes

In case there are some dialogues missed from the movie Mann (genre: Romance, Drama) from 1999, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *