Famous Dialogues from Movie – Major Saab (1998)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Major Saab released in year 1998

Woh burbakh galti kiya, trailer dikha diya usko … lekin nau se barah ka show abhi baki hai

by Mohan Joshi
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Woh aaye hamare ghar mein, khuda ki kudrat hai … kabhi hum unko, kabhi apne ghar ko dekhte hai

by Ajay Devgan
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Romance, House
——-

Jab koi mujhe challenge karta hai … toh meri ragon ka khoon double raftar se daudne lagta hai … aur main woh kar jata hoon joh upar waala bhi karne se darta hai

by Ajay Devgan
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Main chahta hoon Hindustan ka har aadmi jiye toh sher ki tarah jiye … varna pehda hote hi marr jaye

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Patriotism
——-

Apna haath jeb mein rakh lo … kahin aisa na ho ki meri nazar lag jaye … aur tumhara haath dhad se alag ho jaye

by Ashish Vidyarthi
categorised in World & Universe
and also in Action
——-

Tumhari territory sirf char foot ki hai, joh is shehar se shuru ho karke issi shehar mein dum todh deti hai … lekin hum army waalon ki territory Himalaya ki bulandi se shuru hokar Ganga sagar ki kok tak jati hai

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Patriotism, City & Places
——-

Apne aadmiyon se kaho bandookein phek de … varna tumhari arthi par rone ke liye koi bachega nahi

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Action
——-

Tum is desh ke un naujawan mein se ho … joh uthe toh aasman ko muthi mein lele

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Inspiration, Patriotism
——-

Is daari ki safedi pe mat jao janam … tel toh abhi itna baki hai is dil ke andhar … ki Bambai ka samundar sharma jaye

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Romance, City & Places
——-

Surya purab ke bajaye paschim se nikal sakta hai … reghistaan mein phool khil sakte hai lekin woh … kabhi nahi hoga joh tum chahte ho, understand!

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in World & Universe, Flowers & Trees, Drama
——-

Bambai se zindagi wapas nahi jati … sirf maut jati hai

by Ashish Vidyarthi
categorised in World & Universe
and also in City & Places, Life, Death
——-

Aapke chabuk ne mujhe itne zakhm nahi diye … jitna ki badnaami ke uss daag ne

by Ajay Devgan
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Main ek zeharelay saanp par bharosa kar sakta hoon … tum par nahi

by Ashish Vidyarthi
categorised in World & Universe
and also in Animals & Birds, Drama
——-

Kisi bhi desh ki suraksha bandookon aur topon se nahi ki jati … aur nahi atom bomb aur machine gunon se jung jeeti jati hai … jung jeetta hai insaan mazbood iraadon se

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Inspiration, Patriotism, War & Battle
——-

Koi bhi apni jagah se ek kadam bhi nahi hilega … varna kadam baad mein rakhoge jaan pehle jayegi

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Action
——-

Joh jung aadmi teer aur talwar se nahi jeet pata … aurat us jung ko apne aasoonyon se jeet leti hai

by Ashish Vidyarthi
categorised in World & Universe
and also in Women, Drama, War & Battle
——-

Yeh ghulami ka patta gale se nikaal kar phek do … aur Hindustan ke badshahat ka taj peheno

by Mohan Joshi
categorised in World & Universe
and also in Royal, Drama

In case there are some dialogues missed from the movie Major Saab (genre: Action, Drama, Romance) from 1998, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *