Famous Dialogues from Movie – Main Tera Hero (2014)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Main Tera Hero released in year 2014

Main dikhta hoon sweet, innocent, swami type ka na … lekin actually hoon bahut bade harami type ka

by Varun Dhawan
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Life mein main sirf teen cheezon ka fan hoon … TV pe Amitji ka crorepati, tennis mein Mahesh Bhupati aur bhagwanon mein mere pyare Ganpati

by Varun Dhawan
categorised in World & Universe
and also in Religion & God, Sports & Games, Comedy
——-

Acha khasa Ranbir Kapoor mil raha tha … lekin inki kismat mein toh Shakti Kapoor hi likha tha

by Varun Dhawan
categorised in World & Universe
and also in Comedy, Luck & Destiny
——-

Aap karen toh raas leela … main karon toh bhai ki tarah character dheela

by Varun Dhawan
categorised in World & Universe
and also in Dance, Comedy
——-

Jaise ladoo mein hota hai meva … jaise dance mein hai Prabhu Deva … vaise main karoonga Bali bhaiya ki seva

by Varun Dhawan
categorised in World & Universe
and also in Food & Drinks, Dance, Comedy
——-

I wanna BB you, mail you, tweet you, skype you … aur agar tumne phir bhi jawaab nahi diya na … I’ll poke you

by Varun Dhawan
categorised in World & Universe
and also in Technology & Science, Comedy
——-

Pehle ko toh main todhoonga, doosre ko toh main phodoonga … aur teesre ko toh main todh phod ke jhodoonga aur phir todhoonga

by Varun Dhawan
categorised in World & Universe
and also in Action, Comedy
——-

Dil aapka bada hai, bill apna chota hai … dua mein yaad rakhna bhai, chalo apun chalta hai

by Varun Dhawan
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Itni moti hai yeh … ki agar weighing scale pe khadi ho gayi na toh vazan ke badle ‘To Be Continued’ aayega

by Varun Dhawan
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Jaise English mein saboot ko proof kehte hai … ghar ki chhat ko roof kehte hai … vaise hi har language mein aap jaison ko bewakoof kehte hai

by Saurabh Shukla
categorised in World & Universe
and also in Comedy, House
——-

Jaise har Coke cola nahi hota … jaise har chana chola nahi hota … vaise hi har masoom dekhne waala bhola nahi hota

by Saurabh Shukla
categorised in World & Universe
and also in Food & Drinks, Comedy
——-

Jaise har double cross dokha hota hai … jaise har boundary chauka hota hai … vaise hi mooh kholne ka bhi sahi mauka hota hai

by Saurabh Shukla
categorised in World & Universe
and also in Lies & Cheating, Sports & Games, Comedy
——-

Tumhari harkatein, kutte ki dum aur Katrina ki Hindi … aaisi hai joh kabhi seedhi ho hi nahi sakti

by Anupam Kher
categorised in World & Universe
and also in Comedy, Animals & Birds
——-

Jaise June se pehle May aata hai … jaise paanch ke baad che aata hai … vaise hi har doggy ka day aata hai

by Saurabh Shukla
categorised in World & Universe
and also in Animals & Birds, Comedy
——-

Main roz prarthana karta hoon … ke mere ghar bhikari aaye, mere badan mein bimari aaye … par tu kabhi na aaye

categorised in World & Universe
and also in House, Comedy
——-

Yeh hum mein degree nahi … third degree dilwayega

by Manoj Pahwa
categorised in World & Universe
and also in Education, Comedy
——-

Jaise Superman pehenta cape hai … jaise King Kong ko kehte ape hai … vaise yeh great escape hai

by Saurabh Shukla
categorised in World & Universe
and also in Clothes & Shoes, Animals & Birds, Comedy

In case there are some dialogues missed from the movie Main Tera Hero (genre: Comedy) from 2014, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *