Famous Dialogues from Movie – Main Aurr Mrs Khanna (2009)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Main Aurr Mrs Khanna released in year 2009

Kehte hai kehne waale ishq karna aasaan nahi … koi humse bhi toh pooch kar dekhe-e-zaalim … aage chalna aur peeche mudhkar na dekhna bhi aasaan nahi

by Nauheed Cyrusi
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Romance
——-

Jab bhi main tumhe taqleef mein paonga … sabse pehle main apna haath badaonga

by Salman Khan
categorised in World & Universe
and also in Shayari
——-

Achche waqt ki ek kharabi hai … achcha waqt khatam ho jaata hai … lekin bure waqt ki ek achchai hai … ke woh bhi khatam ho jaata hai

by Salman Khan
categorised in World & Universe
and also in Time, Inspiration
——-

Pyar badi hi khoobsurat cheez hai … lekin pyar akele todhi aata hai … apne saath complications bhi lekar aata hai

by Salman Khan
categorised in World & Universe
and also in Romance, Drama
——-

Jinke table pe churi kaante ki awaaz kam aur hasne baatein karne ki awaaz zyada ho … woh log sukhi hote hai

by Kareena Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Happiness
——-

Jab husband wife chup chap khana kha rahe ho … toh samjho there is trouble

by Kareena Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Husband & Wife, Food & Drinks
——-

Na hai shikwa kisi ko kisi se yahan, na hai kisi pe kisi ka zor … jinko apna samajhte hai hum aksar, wahi nikalte hai koi aur

by Kareena Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Shayari
——-

Achche waqt mein koi bhi khush reh sakta hai … aadmi woh hai joh bure waqt mein khush rahe na rahe … lekin doosron ko khush rakhe

by Sohail Khan
categorised in World & Universe
and also in Happiness, Time, Inspiration
——-

Lamhon ko toh guzarna hoga, aandhi ko toh chalna hoga … main ek khayal hoon mujhe jaane do, khayal ka haath kaun pakadta hai

by Preity Zinta
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Time, Weather
——-

Yahan Melbourne mein kisi ke pass kaam ke liye time ho ya na ho … lekin pyar ke liye yahan sabke pass time hai

by Kareena Kapoor
categorised in World & Universe
and also in City & Places, Time, Romance
——-

Is duniya mein har cheez ka ilaaj hai … lekin shaq ka ilaaj NASA ke pass bhi nahi hai

by Yash Tonk
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Bandh ghadi bhi chaubees ghante mein do baar sahi waqt dikhati hai

by Salman Khan
categorised in World & Universe
and also in Time

In case there are some dialogues missed from the movie Main Aurr Mrs Khanna (genre: Drama, Romance) from 2009, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *