Famous Dialogues from Movie – Maharaja (1998)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Maharaja released in year 1998

Maharaja woh nahi hota jiske sar par taj aur pairon ke neeche makhmal ho … maharaja woh hota hai jiske dil mein apno ke liye pyar aur baazuon mein unki raksha karne ki taqat ho

by Govinda
categorised in World & Universe
and also in Royal
——-

Rehne ke liye duniya ki sabse sundar jagah insaan ka dil hota hai … tum hamare dil mein reh lena, hum tumhare dil mein reh lenge aur hamare bachche hum dono ke dil mein

by Govinda
categorised in World & Universe
and also in Romance
——-

Hindustani ladki kitni hi aaj ke zamane ki kyun na ho … woh apne pyar ka iqraar apne zabaan se kabhi nahi karegi … ladke ko uska jawaab khud uske aankhon mein aankhen dalke jaan lena chahiye

by Manisha Koirala
categorised in World & Universe
and also in Romance, Women
——-

Jaan chahe janwar ki ho ya insaan ki … jaan, jaan hoti hai … khoon chahe janwar ka gire ya aadmi ka … dard dono ko ek sa hota hai

by Govinda
categorised in World & Universe
and also in Animals & Birds, Life, Inspiration
——-

Shaadi byah woh rishta hota hai jisse uparwaala aasman mein tay karta hai … aur duniya waale sirf rasme poori karte hai

by Govinda
categorised in World & Universe
and also in Marriage & Wedding, Religion & God
——-

Sauda keemat se nahi dimaag se hota hai

categorised in World & Universe
and also in Business, Money

In case there are some dialogues missed from the movie Maharaja (genre: Drama) from 1998, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *