Famous Dialogues from Movie – Mahaan (1983)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Mahaan released in year 1983

Bade logon ke haath nahi alfaaz istamal hote hai … jinke ishaare par chote log choriyan karte hai

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Crime
——-

Hazaaron ladkiyan hamare ghar ke bahar ghaslet ki line ki tarah hum mein pati banane ke chakkar mein khadi rehti hai … aur tum hum mein pati banane ke bajaye vanaspati banana chahti ho

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Comedy, Husband & Wife, Food & Drinks
——-

Hum do hamare do, teesra kabhi na ho … patni se bhaiya door raho, kitni bhi adhchan ho

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Husband & Wife, Comedy
——-

Samajh samajhke samajh ko samajho toh samajhna bhi ek samajh hai … samajh gaye?

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Manushya ko makhan mein baal ki tarah, samudra mein jaal ki tarah aur yudh mein dhaal ki tarah rehna chahiye

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Comedy, Food & Drinks, War & Battle
——-

Khat kabutar kis tarah le jaye bam-e-yaar par … par kattarne ke liye hai kaichiyan deewar par … jawab hai ki khat kabutar is tarah le jaye bam-e-yaar par … khat ka mazmoon ho paron par, par katte deewar par

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Animals & Birds
——-

Duniya ek stage hai, zindagi uska drama hai, insaan keval naam-matra actor hai aur maut uska parda hai

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in World & Universe, Life, Death
——-

Ek ladki jab saari bandkar, gale mein phoolon ka haar dalkar, ladke ke saath apna pallu bandkar agni ke saat phere leti hai … toh woh phere uski zindagi ko phira dalte hai

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Marriage & Wedding, Clothes & Shoes, Flowers & Trees
——-

Sau saal yehi dialogue natakon aur filmon mein pitt raha hai … lekin jab bhi bola gaya hai, hit raha hai

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Aap kare aaram hum kare vishram … aam ke aam guthliyon ke daam

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Food & Drinks, Shayari
——-

Uthade parda, dikha de jalwa … boondi ke ladoo, gajar ka halwa

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Food & Drinks, Comedy

In case there are some dialogues missed from the movie Mahaan (genre: Action, Drama) from 1983, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *