Famous Dialogues from Movie – Mafia (1996)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Mafia released in year 1996

Jeena agar joh chaho, toh door humse rehna … tum maum se bane ho, hum aag se bane hai

by Mohan Joshi
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Rowdyism
——-

Main mafia ka woh pedh hi jadh se ukhaadkar phek doonga … jiske saaye ke neeche jurm nanga-naach naach raha hai

by Dharmendra
categorised in World & Universe
and also in Crime, Rowdyism, Flowers & Trees
——-

Hum mafia is pani ki tarah hai … dosti ki mithaas mila de, amrit ban jayega … dushmani ka zehar gholega, jaan lelega

categorised in World & Universe
and also in Rowdyism, Friendship, Enemy
——-

Mafia apne dushman ko kabhi maaf nahi karta … bhool se bhi yeh baat bhool mat jana

categorised in World & Universe
and also in Rowdyism, Enemy
——-

Tujhe kanoon ne taqat, vardi ne jurrat aur tere garam khoon ne itni himmat di … ki tu Gawda par haath utha behta?

categorised in World & Universe
and also in Courage, Law & Order, Rowdyism
——-

Tu hijhde ke haath mein talwar ki tarah hai … joh chamak toh sakti hai, chal nahi sakti

categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Kis kis ko yaad ki jiye, kis kis ko royiye … aaram badi cheez hai, mooh dhakke soyiye

by Mohan Joshi
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Comedy
——-

Hum fauj mein the aur hamare desh vasi mauj mein the

categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Yeh waqt mera hai … aur aaj hukumat bhi meri hai

categorised in World & Universe
and also in Time, Rowdyism
——-

Dushman se sirf dushmani ka rishta hota hai

categorised in World & Universe
and also in Enemy
——-

Aukaad kya hai tum jaise tinke ki, aandhi toofan ke bhi rukh modh diye jaate hai … jin mein ho jaata hai andaaz-e-khudai pehda, humne dekha hai ki woh bhut todh diye jaate hai

by Raza Murad
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Weather

In case there are some dialogues missed from the movie Mafia (genre: Action) from 1996, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *