Famous Dialogues from Movie – Maan Gaye Mughal-e-Azam (2008)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Maan Gaye Mughal-e-Azam released in year 2008

Taqdeerein badal jaati hai, zamana badal jaata hai, mulkon ki tareekh badal jaati hai … aur main samajhta hoon life partner bhi badle ja sakte hai

by Rahul Bose
categorised in World & Universe
and also in Luck & Destiny, Life, Comedy
——-

Desh mein azaadi hai, par choron ne pehni khaadi hai … jago India jago!

categorised in World & Universe
and also in Patriotism, Clothes & Shoes
——-

Bharat hamari mata hai, underworld jiska pita hai … jago India jago!

categorised in World & Universe
and also in Parents, Patriotism
——-

Vardi, khaadi, machine gun … bhool gaye sab Jan-Gan-Man

by Paresh Rawal
categorised in World & Universe
and also in Patriotism, Clothes & Shoes
——-

Zahid sharab peene de masjid mein baithkar … ya phir woh jagah dikha de jahan khuda na ho

by Kay Kay Menon
categorised in World & Universe
and also in Food & Drinks, Shayari, Religion & God
——-

Dialogue delivery karna na bachche ke delivery jitna hi mushkil hai … bejaan kirdaar mein jaan dalni padti hai

by Paresh Rawal
categorised in World & Universe
and also in Comedy, Life
——-

Aaj kal bhaichara kam aur bhai log zyada dikhte hai

by Rahul Bose
categorised in World & Universe
and also in Rowdyism
——-

Chaku environment friendly cheez hai re … aaise leharaya, ghusaya, tapkaya … goli mein saala dhamaka, dhuan, pollution, no solution … we want India free of pollution

by Paresh Rawal
categorised in World & Universe
and also in Rowdyism, Patriotism, Comedy
——-

Sitaron se aage jahan aur bhi hai … aasman se aage aasman aur bhi hai

by Kay Kay Menon
categorised in World & Universe
and also in World & Universe, Shayari

In case there are some dialogues missed from the movie Maan Gaye Mughal-e-Azam (genre: Comedy) from 2008, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *