Famous Dialogues from Movie – Love in Tokyo (1966)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Love in Tokyo released in year 1966

Dane dane par likha hai khane waale ka naam … woh teri hai aur teri hi rahegi subah shyam

by Dhumal
categorised in World & Universe
and also in Food & Drinks, Shayari, Comedy
——-

Yeh zindagi ki mehfil, mehfil mein hum akele … daaman ko koi chume, zulfon se koi khele

by Joy Mukherjee
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Romance, Clothes & Shoes
——-

Raat bhar anda pakaya, phir bhi woh kacha reh gaya … mar gaye shayar, lekin ullo-ka-patha reh gaya

by Mehmood
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Food & Drinks, Comedy
——-

Ajeeb waqt mohabbat mein aaye jaate hai … woh hum mein aur hum un mein samaye jaate hai

by Joy Mukherjee
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Time, Romance
——-

Daulat dekar insaan khareede jaate hai, imaan khareede jaate hai … magar kisi ke mann mandir mein base hue bhagwan nahi khareede jaa sakte

by Asha Parekh
categorised in World & Universe
and also in Money, Religion & God, Drama
——-

Butane mahwaz ujadhi hui manzil mein rehte hai … ki jiski jaan lete hai, us hi ke dil mein rehte hai

by Joy Mukherjee
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Romance
——-

Fakira khada dukaan par, maange sabki khair … na kahu usse dosti, na kahu usse bair

by Mehmood
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Friendship, Enemy
——-

Ajab hoti hai yeh jhooti mohabbat … zabardasti main phuslaya gaya hoon … main apni maa se darkar bhaag aaya … main khud aaya nahi, laya gaya hoon

by Joy Mukherjee
categorised in World & Universe
and also in Shayari
——-

Koi mooh chum lega is nahi par … shikhar reh jayegi yunhi zabi par

by Joy Mukherjee
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Romance
——-

Mohabbat bhare dil ka salaam kubool farmaiye … meherbani hogi naam bataiye

by Joy Mukherjee
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Romance
——-

Fakira jama nadi mein, sabki maange khair … ho gayi dosti Mahesh se, ab na raha khandan ka bair

by Dhumal
categorised in World & Universe
and also in Comedy, Family, Enemy
——-

Khili thi dhoop-e-harsam aur pani barasta tha … jab tu paida hua toh teri maa roti thi aur baap hasta tha

by Mehmood
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Parents, Comedy

In case there are some dialogues missed from the movie Love in Tokyo (genre: ) from 1966, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *