Famous Dialogues from Movie – Love 86 (1986)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Love 86 released in year 1986

Bachche jab chote hote hai, toh unse pyar kiya jaata hai … jab woh bade ho jaate hai, toh unhe samjha jaata ha

by Shafi Inamdar
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Mohabbat karne waalon ka dukh sirf mohabbat karne waale hi samajh sakte hai

categorised in World & Universe
and also in Sadness, Drama, Romance
——-

Mohabbat aur chahat heere aur sone ki mohtaj nahi hote … do dilon ka milan hi sabse badi daulat hoti hai

by Farha Naaz
categorised in World & Universe
and also in Romance, Money, Drama
——-

Agar bhagwan bhi insaan se uski zindagi maange, toh insaan kabhi nahi dega … is liye bhagwan bhi cheen kar hi leta hai

by Govinda
categorised in World & Universe
and also in Religion & God, Life, Drama
——-

Achchai aur burai matlabi hoti hai … matlab nikal gaya, toh aadmi achcha lagta hai … aur agar matlab na nikla, toh wohi aadmi bura

categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Imaarat pehle bahar se nahi, andar se hi tootti hai … insaan aksar doosron se nahi, apne aap se, apne vicharon se aur apne rawaiye se hi dokha kha jata hai

by Shafi Inamdar
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Mausam bhoole nahi jaate … yaad taaza karne baar baar aate rehte hai … kabhi zakhmo ko bharne toh kabhi zakhmo ko gehra karne

by Shafi Inamdar
categorised in World & Universe
and also in Weather, Drama
——-

Insaan paap ka prayashchit kar sakta hai … magar ilzaam ka daag mitta nahi sakta

by Neelam
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Chor ki kasam aur jhoote ke waade ka koi aitbaar nahi hota

by Shafi Inamdar
categorised in World & Universe
and also in Thief & Criminal, Lies & Cheating, Drama
——-

Aadat badli ja sakti hai … fitrat nahi

by Shafi Inamdar
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Nadaani ka doosra naam nakaami hai

by Shafi Inamdar
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Kaam awaara aur uchakkon ko nahi milta … magar jinhe kaam ki shradha hoti hai … unhe kaam mil jaata hai

by Shafi Inamdar
categorised in World & Universe
and also in Job & Career
——-

Duniya adhoori nahi hoti … muqammil hoti hai … adhoora aadmi hota hai

by Shafi Inamdar
categorised in World & Universe
and also in World & Universe, Drama
——-

Kachche faisle karne waale darr ke gharondo mein chup jaate hai

by Farha Naaz
categorised in World & Universe
and also in Drama, House
——-

Rishta koi paisa nahi hota … joh haath se nikal jaye toh sambandh toot jaye

by Shafi Inamdar
categorised in World & Universe
and also in Drama, Money
——-

Apno mein apni pehchaan zaroori hoti hai … apni talaash ke liye

by Shafi Inamdar
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Dil khaali reh jaye toh saari roshniyan bujh jaati hai

by Shafi Inamdar
categorised in World & Universe
and also in Drama, Romance
——-

Koi itna door bhi nahi jaana chahiye … ki wapasi ka raasta bhool jao

by Shafi Inamdar
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Rishtey sharton se bante ya bighadte nahi hai … rishta ek ehsaas hota hai jisse khuraj kar phenka nahi ja sakta

by Shafi Inamdar
categorised in World & Universe
and also in Drama

In case there are some dialogues missed from the movie Love 86 (genre: ) from 1986, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *