Famous Dialogues from Movie – Lootere (1993)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Lootere released in year 1993

Main gareebi ka woh nivala hoon … joh amir ke gaale mein atak jaye toh uska halak cheer ke rakh de

by Naseeruddin Shah
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Shaheedon ke mazaaron par diye zaroor jalte hai … lekin unke gharon mein choolay tak nahi jalte

by Chunky Pandey
categorised in World & Universe
and also in Patriotism, House
——-

Ittihas yeh nahi dekhta kya sahi tha, kya galat … kya mushkil tha, kya aasaan … yaad toh yahi reh jaata hai ki kaun jeeta aur kaun haara

by Pooja Bedi
categorised in World & Universe
and also in Victory & Success, Defeat & Failure
——-

Maal hai aur malamaal bhi hai!

by Sharat Saxena
categorised in World & Universe
and also in Comedy, Women
——-

Zindagi kisi ek ke ho jaane ka naam hai … kisi ko lootne ka nahi … kisi pe lut jaane ka naam hai

by Sunny Deol
categorised in World & Universe
and also in Life, Romance
——-

Tumhare haathon ke upar aur haath hai … aur un haathon ke upar aur kahi haath hai … aur in sab haathon ki dor mere haath mein hai

by Anupam Kher
categorised in World & Universe
and also in Rowdyism
——-

Mehfil lagi hai yahan mohabbat karne waalon ki … koi lutta hai toh koi lootta hi hai … dilon ke khel mein aksar kahin na kahin sheesha tootta hi hai

by Naseeruddin Shah
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Romance
——-

Zindagi maaze lene ka naam hai … kuch dene ka naam hai … aur bahut kuch lene ka naam hai

by Chunky Pandey
categorised in World & Universe
and also in Life
——-

Deewane se deewangi ka sabak na poochna … woh khud nahi jaanta ki woh deewana kyun hai

by Naseeruddin Shah
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Romance

In case there are some dialogues missed from the movie Lootere (genre: Action, Drama, Musical, Romance) from 1993, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *