Famous Dialogues from Movie – Loha (1997)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Loha released in year 1997

Kafan odhne waale ghante nahin … gadhiyan ginte hain

by Dharmendra
categorised in World & Universe
and also in Time, Drama
——-

Dekhne mein bewda, bhagne mein ghoda aur maarne mein hatauda

by Mithun Chakraborty
categorised in World & Universe
and also in Action, Rowdyism, Animals & Birds
——-

Saala fakiron ka chehra lekar jurm ke shahenshah se ladne ki koshish mat kar

by Mohan Joshi
categorised in World & Universe
and also in Crime, Comedy
——-

Kanoon aur bhagwan jab deta hai na, toh chappad phad kar deta hai … aur jab leta hai, toh thappad maar kar leta hai

by Mithun Chakraborty
categorised in World & Universe
and also in Law & Order, Comedy, Religion & God
——-

Main khodta nahin, sirf dafan karta hoon

by Dharmendra
categorised in World & Universe
and also in Action
——-

Main tere is kaale color pe laal rang se is tarah se mera naam likhoonga … jis tarah se policewaale kaagaz par gang war ke report type karte hain

by Mohan Joshi
categorised in World & Universe
and also in Action, Police
——-

Jiske passport par Shankar maut ka thappa laga deta hai … usse sirf upar ka visa milta hai

by Dharmendra
categorised in World & Universe
and also in Death, Action
——-

Joh ek baar takkar dene ko aaye … haar manne ke baad usse kabhi panah mat dena … haan maut ka haar usse zaroor pehna dena

by Mohan Joshi
categorised in World & Universe
and also in Defeat & Failure, Death
——-

Abhe oye kangaal bank se bhaagi hui jhooti chavani

by Govinda
categorised in World & Universe
and also in Rowdyism, Money, Comedy
——-

Is sanaate ko todne ke liye main maut ka dhamaka karoonga

by Mithun Chakraborty
categorised in World & Universe
and also in Action, Death
——-

Chalo meri jaan … chal kar lagayein pyar ki dukaan

by Govinda
categorised in World & Universe
and also in Romance, Comedy
——-

Saala phateli chaddi pehenne waala meri gaddhi par behetkar noton ki gaddi ginne laga

by Deepak Shirke
categorised in World & Universe
and also in Comedy, Money
——-

Collar hilaonga toh dollar girega … kamar hilaonga toh rupaya girega

by Govinda
categorised in World & Universe
and also in Comedy, Money
——-

Magarmach ke cheenkne se machchar marte hain … mard nahin

by Mohan Joshi
categorised in World & Universe
and also in Animals & Birds, Men
——-

Chokri bani hai chedne ke liye … chatri bani hai kholne ke liye … chadar bani hai odhne ke liye

categorised in World & Universe
and also in Adult, Comedy
——-

Zindagi chahte ho toh humse bachkar rehna … jahan nimbu nahi jaata wahan nariyal ghusad dete hai

by Ishrat Ali
categorised in World & Universe
and also in Food & Drinks, Rowdyism, Life
——-

Haramipan ki badbu aa rahi hai tere baaton se … ab toh paki ho gayi teri maut mere haathon se

by Dharmendra
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Action, Death
——-

Abhe shamshaan ke hone waale mehmaan

by Govinda
categorised in World & Universe
and also in Rowdyism, Guest, Comedy
——-

Tere ghar mein calendar hai … 97 gaur se dekh le, kyun ki 98 tu dekh nahin payega

by Dharmendra
categorised in World & Universe
and also in Comedy, Action, House
——-

Mard ka dil us hi ke paas hota hai … jiski maa ke dhoodh mein dum hota hai

by Dharmendra
categorised in World & Universe
and also in Action, Courage, Men
——-

Tere mooh mein ghee shakkar ki factory

by Dinesh Hingoo
categorised in World & Universe
and also in Food & Drinks, Comedy
——-

Tu woh mard ban gaya hai … jiski aurat bachcha pehda karne ke liye padausi ke ghar mein jati hai

by Mohan Joshi
categorised in World & Universe
and also in Adult, Husband & Wife
——-

Sar ka taj tedha ho … toh rani, rani nahin kaani lagti hai

by Ishrat Ali
categorised in World & Universe
and also in Comedy, Royal
——-

Main tera woh bura haal karoonga … joh dimak lakdi ka aur chipkali makdi ka karti hai

by Mohan Joshi
categorised in World & Universe
and also in Animals & Birds, Action
——-

Lohe se loha kut sakta hai … loha mar nahin sakta

by Dharmendra
categorised in World & Universe
and also in Action
——-

Begairat besharam bano, kisi se kabhi mat darro … jab koi gaali de, jhi bharke hasso jhi bharke hasso

by Ishrat Ali
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Maarne waale sun, tu kuch gadi ka mehmaan hai … teri hi hukumat mein, tujhse jung ka elaan hai

by Mithun Chakraborty
categorised in World & Universe
and also in Shayari, War & Battle, Action
——-

Loha ho ya faulad, ya ho pahadon ki aulad … jamke phatke lagaonga … yahan meri hukumat hai, tere chakke chudaonga

by Mohan Joshi
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Action
——-

Zulm ko fanna karne ke liye maut se takra gaya hai … tujhse loha lene ke liye, dekh yeh loha aa gaya hai

by Dharmendra
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Action, Death
——-

Guru aaya tha toh guru ghantaal bhi aayega … mere haathon se apni maut ko kabhi taal nahin payega

by Mohan Joshi
categorised in World & Universe
and also in Death, Shayari
——-

Main tujhe maaf nahin karoonga … main tujhe aaisa saaf karoonga … jaise hajaam do baar sabun lagake daari saaf karta hai

by Mohan Joshi
categorised in World & Universe
and also in Action, Comedy
——-

Kuch is tarah se bhunne hain maine taqdeer ke dhaage … achche achchon ko jhukna padta hai mere aage

by Ishrat Ali
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Luck & Destiny
——-

Jo apun ki baat maanta hai na, usse main Himalaya ke pahad ki choti par bhita deta hoon … aur joh apun ki baat nahin maanta, usse hari mirch ki chutney par bhita deta hoon

by Mohan Joshi
categorised in World & Universe
and also in Rowdyism, Comedy, Food & Drinks
——-

Ab main bina petrol ki gaadi aur bina nashe ki taadi hoon … ab main woh phateli sari hoon jisko koi hijhra bhi nahin pehne

by Deepak Shirke
categorised in World & Universe
and also in Comedy, Transportation, Clothes & Shoes
——-

Main Dhobi Ghat pe tooteli khaat pe lita lita kar maroonga

by Deepak Shirke
categorised in World & Universe
and also in Action, Comedy
——-

Tere ghar mein mere bachche khelenge … lekin tujhe daddy kehkar pukarenge

by Pramod Moutho
categorised in World & Universe
and also in Adult, House, Comedy
——-

Mere peeche itne siyaasi haath hain … jitne aapke sar pe baal bhi nahin honge

by Ishrat Ali
categorised in World & Universe
and also in Politics, Comedy
——-

Chamdi ukhaadkar tera chehra bhigaad doonga … tukde udaakar tere dal-dal mein gaad doonga

by Ishrat Ali
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Action
——-

Main woh cinema ka aadha tukda hoon … jiski keemat show khatam hone ke baad do kaudi ki bhi nahin rehti

by Deepak Shirke
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Kauve ne cheel ka chuma liya … aur cheel ne chuhe ka bachcha pehda kiya

by Deepak Shirke
categorised in World & Universe
and also in Animals & Birds, Comedy
——-

Bheenk mangni parti hain kanoon ke wafaadaron ko … par maal khane ko milta hai desh ke gaddaron ko

by Ishrat Ali
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Law & Order
——-

Main aaj hoon aaj … jiska aakhi Mumbai shehar pe chalta hai raj

by Mohan Joshi
categorised in World & Universe
and also in Rowdyism, City & Places
——-

Teri halat us aids lagi randi ki tarah ho gayi hai … jiske paas kabhi koi grahak nahin jaata

by Mohan Joshi
categorised in World & Universe
and also in Adult
——-

Aaisi ulti palti karke maarega … ki tu khoon ki ulti karke marega

by Deepak Shirke
categorised in World & Universe
and also in Action

In case there are some dialogues missed from the movie Loha (genre: ) from 1997, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *