Famous Dialogues from Movie – Leader (1964)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Leader released in year 1964

Meri haseen mehfil mein, ishq patthar hai aur kuch bhi nahi … apne nagamo se zindagi de isse, ya mitta apni zindagi bhi yaheen

categorised in World & Universe
and also in Shayari, Life, Music
——-

Aye haseen aasman ki malika, mera dildar mujhko lauta de … tujhko apni nazakaton ki kasam, tu mera pyar mujhko lauta de

by Vyjayanthimala
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Romance
——-

Zindagi ka kya bharosa hai … kaun jaanta hai kab maut kis darwaze se dhakil hoti hai … kab in chalti hui saanson ka silsila toot jaata hai

categorised in World & Universe
and also in Life, Death
——-

Charon taraf dekhte hai toh har baat mein khot aur milavat … nal ka pani pejiye toh us mein dawai ki milavat hai, saans lijiye toh hawa mein millon ke dhuan ki milavat hai, agar khana khaiye toh roti ke aate mein mitti ki milavat hai … charon taraf har baat mein jhoot hai … dua mein, salaam mein, pyar mein, nafrat mein, gusse mein … sab mein jhoot hai

by Dilip Kumar
categorised in World & Universe
and also in Lies & Cheating, Food & Drinks
——-

Jeet inki nahi hogi, jeet janta ki hogi … jeet is jhoot ki nahi hogi, jeet sachai ki hogi … jeet in khooniyon ki nahi hogi, jeet hum begunahon ke khoon ki hogi

by Dilip Kumar
categorised in World & Universe
and also in Victory & Success, Lies & Cheating, Truth & Honesty
——-

Doobti hui kashti mein bhaagne waale kabhi sahil ka mooh tak nahi dekhte

by Dilip Kumar
categorised in World & Universe
and also in Transportation, Inspiration

In case there are some dialogues missed from the movie Leader (genre: ) from 1964, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *