Famous Dialogues from Movie – Lamhe (1991)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Lamhe released in year 1991

Pyar aur dard ki koi seema nahi hoti

by Sridevi
categorised in World & Universe
and also in Romance, Drama
——-

Khane ka shaunk aapko bhi hai, khane ka shaunk mujhe bhi hai … ghumne ka shaunk aapko bhi hai, ghumne ka shaunk mujhe bhi hai … gappe ladane ka shaunk aapko bhi hai, gappe ladane ka shaunk mujhe bhi hai … aur sabse zyada important baat yeh hai … ki hasne ka shaunk aapko bhi hai aur hasne ka shaunk mujhe bhi hai

by Sridevi
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Sawaal ke jawaab mein sawaal nahi kiya jaata

by Sridevi
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Sabhi badhe hote hai … magar koi apne badhon se bada nahi hota

by Sridevi
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Jinhe ulfat ki khushiyan mil sake woh shaunk se lele … hum mein chhodo hum toh apni kismat aazma behte

by Anupam Kher
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Romance
——-

Mohabbat ke paas business sense hi toh nahi hoti … tabhi toh woh fayde aur nuksaan ke bare mein nahi sochti … issi liye aam taur pe har love story tragedy par hi khatam hoti hai

by Anupam Kher
categorised in World & Universe
and also in Romance, Business, Drama
——-

Pyar mein dil ki baat dil mein nahi rakhni chahiye … keh zaroor deni chahiye

by Anupam Kher
categorised in World & Universe
and also in Romance

In case there are some dialogues missed from the movie Lamhe (genre: Romance, Drama) from 1991, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *