Famous Dialogues from Movie – Laawaris (1999)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Laawaris released in year 1999

Jab zindagi aapke samne saare darwaze bandh kar deti hai na … tab sharafat aur gundagiri mein zyada kuch farak nahi reh jaata

by Akshaye Khanna
categorised in World & Universe
and also in Life, Truth & Honesty, Rowdyism
——-

Ek laawaris ko roti ki bheek di jaati hai pyar ki nahi … usse zillat milti hai lekin apni sachai ko badalne ka mauka nahi milta

by Akshaye Khanna
categorised in World & Universe
and also in Drama, Food & Drinks, Truth & Honesty
——-

Aap toh apni saaf sutri balcony mein se neeche gandi naali mein sirf thookna jaante hai … par us naali mein pal rahe kisi laawaris ko apne barabar bithana jaante hai?

by Akshaye Khanna
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Jis tarah kuch log doosron ke liye marte hai … ussi tarah kuch ko doosron ke liye jeena padta hai

by Jackie Shroff
categorised in World & Universe
and also in Inspiration
——-

Na toh mujhe maafi maangni aati hai na hi pyar karna aata hai … mujhe toh sirf koshish karni aati hai

by Akshaye Khanna
categorised in World & Universe
and also in Drama

In case there are some dialogues missed from the movie Laawaris (genre: Drama) from 1999, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *