Famous Dialogues from Movie – Laaga Chunari Mein Daag (2007)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Laaga Chunari Mein Daag released in year 2007

Koi rishta agar sach ki talwar nahi jhel sakta … toh uska toot jana hi achcha hai

by Konkona Sen Sharma
categorised in World & Universe
and also in Truth & Honesty, Drama
——-

Bombay mein kisi ko bhi ek se zyada chance nahi milta hai

categorised in World & Universe
and also in City & Places
——-

Woh obviously computer aur mobile jaanti hai, par roz mannat maangti hai … kaam mein zimmedar hai, par sabse pehle pariwar hai … woh sajhti bhi hai, savarti bhi hai, aankhen tezz taraar hai … par uski muskaan uska sabse bada shringar hai … honestly I tell you surat bhi hai, khoobsurat bhi hai … woh Gorakhpur ki Geeta toh hai, par pal bhar mein Bombay ki bombshell bhi ban sakti hai

by Kunal Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Poem, City & Places, Technology & Science
——-

Har kadam par ek kutta milega tumhe … par tum chaho toh woh tumhara nahi, tum uska istamal kar sakti ho

categorised in World & Universe
and also in Animals & Birds, Comedy
——-

Is shehar ko yeh malum nahi ki pada kisse paala hai … Barkhi ko mil gayi chutti, ab yeh shehar badalne waala hai

by Konkona Sen Sharma
categorised in World & Universe
and also in Shayari, City & Places
——-

Yeh aaine si shafaq aankhen … khuda inki masoomiyat mehfoos rakhe

by Hema Malini
categorised in World & Universe
and also in Shayari

In case there are some dialogues missed from the movie Laaga Chunari Mein Daag (genre: Drama) from 2007, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *