Famous Dialogues from Movie – Kyaa Dil Ne Kahaa (2002)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Kyaa Dil Ne Kahaa released in year 2002

Hawaon mein ab toh kiss karta hoon … har taraf tujhko miss karta hoon

by Tusshar Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Romance, Shayari
——-

Pati patni joh saat kasme khate hai na … ki woh ek doosre ke saath rahenge, ek doosre ko khush rakhenge, ek doosre ko cheat nahi karenge … un saat kasmo ko hum khud likhenge apne mann se … chaar kasme tum likhna aur teen kasme main likhoongi

by Esha Deol
categorised in World & Universe
and also in Husband & Wife, Happiness, Lies & Cheating
——-

Kishore Kumar ka gaana aur Bharat ka rashtra geet … inhe kabhi aadhe chhodkar nahi jaate

by Tusshar Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Music, Patriotism
——-

Tum kya tofha dogi mujhe? … Delhi ka dil, Mumbai ki mohabbat, Chennai ki chahat aur Punjab ka pyar

by Esha Deol
categorised in World & Universe
and also in City & Places, Romance
——-

Joh log darte hai na, unse main bahut darti hoon

by Esha Deol
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Hum jatt log hai … hum mein jet lag nahi hota

categorised in World & Universe
and also in Comedy, Religion & God
——-

Hum Indian ladkiyan apne pyar ke liye aasman mein rehne waale chand tak ki pooja karte hai … aur tum toh ek chhat ke neeche rehne waale se, ek rishta tak jodhne darte ho

by Esha Deol
categorised in World & Universe
and also in Women, Drama
——-

Tanhai, aasoon, udasi … baat hai zara si … aur tum itni khafa si

by Tusshar Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Sadness, Romance
——-

Wahan itni thand hoti hai, itni thand hoti hai … ki gaye na doodh nahi, seedha ice cream de deti hai

by Esha Deol
categorised in World & Universe
and also in Animals & Birds, Food & Drinks, Comedy

In case there are some dialogues missed from the movie Kyaa Dil Ne Kahaa (genre: Romance) from 2002, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *