Famous Dialogues from Movie – Kurukshetra (2000)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Kurukshetra released in year 2000

Dhanda shuru karne se pehle teri jahan jahan bhi pahunch hai na, un sabse meri report manga lena … agar kisi ek ne bhi mere area mein dhanda shuru karne ki salah di na tujhe … toh vardi ki kasam tere dhande ka ribbon kaatne main khud aaonga

by Sanjay Dutt
categorised in World & Universe
and also in Business, Rowdyism
——-

Jis din police aur fauj tum logon ki rakhail ban jayegi na … us din yeh saara mulk ek randikhana ban jayega … aur jaise chakle chalte hai na … ussi tarah tum is desh ko bech daloge

by Sanjay Dutt
categorised in World & Universe
and also in Drama, Police
——-

Rishwat dene waale se zyada bada gunehgar rishwat lene waala hai

by Sanjay Dutt
categorised in World & Universe
and also in Thief & Criminal, Money
——-

Zindagi mein sirf ek hi aadmi se daro … jise maut ka darr nahi

by Mukesh Rishi
categorised in World & Universe
and also in Death, Drama
——-

Main apne area mein pehle gair kanooni dhande band karta hoon … aur phir dhande karne waalon ko

by Sanjay Dutt
categorised in World & Universe
and also in Business
——-

Jahan satya hai wahan vijay hai

by Shivaji Satham
categorised in World & Universe
and also in Truth & Honesty, Victory & Success
——-

Woh itna kamina hai ki faltu mein apni arthi par bhi nahi letega

by Om Puri
categorised in World & Universe
and also in Comedy

In case there are some dialogues missed from the movie Kurukshetra (genre: Action, Romance) from 2000, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *