Famous Dialogues from Movie – Kudrat (1998)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Kudrat released in year 1998

Jis uljhan aur pareshani par insaan ka zor na chalta ho … usko kudrat ke hawaale kar dena chahiye

by Kader Khan
categorised in World & Universe
and also in Religion & God, Drama
——-

Jab jeb mein daulat badh jaati hai na … toh zabaan kaboo se nikal jaati hai

by Akshaye Khanna
categorised in World & Universe
and also in Money, Drama
——-

Tu zinda rahega … lekin teri har saans se main zindagi noochta rahoonga … tu zinda rahega roz ek maut dekhne ke liye

by Paresh Rawal
categorised in World & Universe
and also in Death, Life, Drama
——-

Woh aur zakhm hote hai jinhe waqt ka marham bhar diya karta hai … magar pehle pyar ka zakhm duniya ka koi marham bhar nahi sakta hai

by Kader Khan
categorised in World & Universe
and also in Drama, Time
——-

Dushmani toh aag ki tarah hoti hai … jis mein jalne waala toh jalta hi hai … magar jalane waale ko bhi shanti nahi milti hai

by Kader Khan
categorised in World & Universe
and also in Enemy, Drama
——-

Aurat ko hathyar banakar jung ladne waala mard … mard nahi hota

by Aruna Irani
categorised in World & Universe
and also in Men, War & Battle, Drama
——-

Apni toh aadat hai … daulat ho ya aurat … nazar padh jaaye toh chuhe bagair chhodte nahi

categorised in World & Universe
and also in Rowdyism, Money, Women
——-

Parayi aurat aur parayi daulat par nazar nahi dalni chahiye

by Akshaye Khanna
categorised in World & Universe
and also in Women, Money

In case there are some dialogues missed from the movie Kudrat (genre: ) from 1998, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *