Famous Dialogues from Movie – Krantiveer (1994)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Krantiveer released in year 1994

Aa gaye meri maut ka tamasha dekhne

by Nana Patekar
categorised in World & Universe
and also in Death
——-

Yeh Musalman ka khoon yeh Hindu ka khoon … bata is mein Musalman ka kaunsa Hindu ka kaunsa, bata!

by Nana Patekar
categorised in World & Universe
and also in Patriotism, Inspiration
——-

Upar waala bhi upar se dekhta hoga toh usse sharam aati hogi … sochta hoga maine sabse khoobsurat cheez banayi thi, insaan … neeche dekha toh sab keede ban gaye … keede!

by Nana Patekar
categorised in World & Universe
and also in Religion & God, Drama
——-

Insaaf nahi mangne se milta hai aur nahi cheenne se … aaj toh insaaf bikta hai, sirf bikta hai

by Dimple Kapadia
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Hum tumhe aaise jalayenge … ke tere chahne waalo ko Ganga mein bahane ke liye teri raakh bhi naseeb nahi hogi

by Danny Denzongpa
categorised in World & Universe
and also in Action
——-

Kutte ki tarah jeene ki aadat padhi hai sabko

by Nana Patekar
categorised in World & Universe
and also in Animals & Birds
——-

Hum bhale hi upar waale ko alag alag naam se pukarte hai … lekin hamara dharam ek hai mazhab ek hai … insaniyat

by Nana Patekar
categorised in World & Universe
and also in Religion & God, Inspiration, Drama
——-

Saale apne khud ke desh mein ek sui nahin bana sakte … aur hamara desh todne ka sapna dekhte hain

by Nana Patekar
categorised in World & Universe
and also in Patriotism
——-

Tumhare napaak kadam aage mat badaoo … todhkar tumhare gaale mein pehna denge

by Nana Patekar
categorised in World & Universe
and also in Action
——-

Tumse toh woh vaishyan achchi hoti hai joh bechti zaroor hai, magar apna jism bechti hai … apne desh ko, apni aatma ko, apne imaan ko nahi bechti

by Dimple Kapadia
categorised in World & Universe
and also in Patriotism, Drama

In case there are some dialogues missed from the movie Krantiveer (genre: Drama, Romance) from 1994, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *