Famous Dialogues from Movie – Koyla (1997)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Koyla released in year 1997

Main teri ek ek saans maut ke bazaar mein bechkar aaya hoon

by Shahrukh Khan
categorised in World & Universe
and also in Death
——-

Do kadam kya, sau kadam peeche hatt ja … lekin aaj na tu apni maut se peecha chhuda sakta hai … na maut ke saaye se

by Shahrukh Khan
categorised in World & Universe
and also in Death, Action
——-

Ghaas aur dushmani kahin bhi aur kabhi bhi pehda ho sakte hai

by Amrish Puri
categorised in World & Universe
and also in Enemy, Flowers & Trees
——-

Bacha maa ki kok mein baad mein panapta hai … humra ghulam pehle banta hai

by Amrish Puri
categorised in World & Universe
and also in Rowdyism, Parents
——-

Aaj mile hai saare friends old old … sab milke khao zarda ‘Gopal Gold’

by Ashok Saraf
categorised in World & Universe
and also in Friendship, Comedy
——-

Main inteqam ka ek aaisa dahekta hua koyla hoon … jiski uthti hui aag ki lapton mein tum sabki zindagiyan aa chuki hai … aur is jalte hue koyle ki aag mein tum sab bari-bari jalkar raakh ho jaoge

by Shahrukh Khan
categorised in World & Universe
and also in Revenge, Action
——-

Gareebon ke mooh mein zabaan hote hue bhi … woh ameeron ki duniya mein goonge bankar jeete hai

by Johnny Lever
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Abhe kamzor dil ke kabutar … astabal ke khabeez!

by Johnny Lever
categorised in World & Universe
and also in Animals & Birds, Rowdyism, Comedy
——-

Main hoon Mr. Tolmol, baat karun main gol-gol … khol doon main sabki pol

by Johnny Lever
categorised in World & Universe
and also in Comedy

In case there are some dialogues missed from the movie Koyla (genre: Drama) from 1997, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *